Apne trading say kabe mayoos mat hona ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein faida aur nuqsaan tou hota hi rehta hai agar aap ko forex mein nuqsaan zayada ho raha hai tou aap forex mein apni mistakes ko note karain aur unn ko kaam karain aap ka loss kam ho jaye ga lakin aap loss ki wajah sae apni trading sae mayuous na hoon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Aksar aoqat apke trading buhot khrab situations mai hoge apse ache aor profitable trading nahe ho sakege lekan apko chaheye k kesi be hal mai mayoos na ho balke sabit qadmi say har situations ka muqbla karo aor ache k leye try karo jahan par apkp kesi cheez ki kami feel ho osko cover karne ki koshish kiya karo aor humesha try karte raha karo ik din ayega jab sub kuch best hojaega...
      profit and loss Forex trading ka ek hissa hai agar trading karte huye traders call lost Ho Jaye Toh unko disat nahi hona chahiye bulke apni mistakes se learn karna chahiye Kyunki Jab Woh apni mistakes se learn Karenge to acche traders Ban Sakenge
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Bhai ap nay bohat he acha mashwara dia hai.har bar zruri nahi kay hum kamyab hoon ya start karty he kamyab ho jain.humain bs sabar sy kam lety huay kosish karty rehna chiay.aur agar loss bhe ho rahy hain to in sy seekhna chiay.isi tarha humain trading ka knowledge aur experience hoga.aur trading mai kamyabi kay liay sb sy inportant knowledge aur experience he hai jis ke base par hum market ka analysis kar kay kamyab ho sakty hain.
        • #19 Collapse

          Sir ap ny bilkul sahe kaha humy kbi b trading karty huay mayoos nae hona chiay yeh b ek luck hai ji insan ki chalti hai baz okat hum earn nae kar sakty or loss mn ja rahy hoty hain to humy mayoos nae hona chiay khud ko relax rakhna chiay yeh b zindgi ka ek hisa hai ir asy humy buht kuc sekhny ko milta hai apni ghltion ki samaj aati hai or next time hum trading mn ziyada mehnat karty hain is liay hmesha hopefull rehna chiay.
          • #20 Collapse

            Asalam u alikum . . apna bilkul thek kaha hum apni trade pa lose hona ki veja sa mayoos nahi hona chaya . forex trade ak bohat acha business ha or or log isa life time business bna lata ha or jaisa ka apko pta ha ka her business ma profite or lose hota rahta ha . aisa bhi hota ha ka hum ak teade ma lose ho jai laken huma mayoos nahi hona chahiya kia pya next trade ma hupa double profite ho jai ..
            • #21 Collapse

              yes forex trader ka business main hum ko majoos nahi hona chayea kyon ka is main profat aur loos hota rahta hain agar aj ap ko forex trade main loos ho raha hain to kal ap is main earn bi ker sakte hain ap forex main trade karye is main expert ho jaye jab ap is main expert ho gaye to ap ko bohat acha profat earn ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Dear hmen trading se mayoos ni hona chahye ager ap ko bar bar loss ho raha hy to ap trade na lgain or dekhen k ap kahan pe ghalti ker rhy hen apni mistakes ko cober kren or knowledge ko improve kren phr trading start kren

                اب آن لائن

                Working...
                X