Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha
    Jb hm chart ko daily dakhty haen analyze krty haen different pairs ko tu hamaen kuch pairs mein bht wazih trade nzr aa rahi hoti ha js ko dakhty hi bila ikhtiyar hmre zehn me ata ha k ye asal trade ha ye mjy laini chaye.tu wohi actual mein achi trade hoti ha aur aisi trade js ko hm bar bar analyze krty haen hmra dil keh raha hota ha k es mein ye negative point ha per hmri lalch hmaen br br kehti ha k ni ye achi trade ha mtlb aik trade hoti ha aur aik hm banany ki koshish krty ha tu jo hm banany ki koshish krty ha asal me wo trade hoti hi ni ha hamaen wo trade ni laini chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ager hum kisi aik currency pair per hi trading kertay han tu pher tu humay osay analyze kernay ma itna time nhi lagta kiun kay hum roz jo oski movements ko observe kertay hay tu humay itna andaza tu lag hi jata hay kay market kis taraf move ker sakti hay laiken ager kisi different pair par hum tarding ka plan banatay han aor osay analyze kertay han tu pher thora sa mushkil hu jata hay kiun kay humay oski moving ka sahi andaza nhi huta jis kay liye humay thora bhot time chayi huta hay per.
    • #3 Collapse

      Analysis kerny ka time trader to trader differ kerta hey keon keh analtsis ki kerny ki speed aor accuracy her trader ki mukhtalif hoti hey keon keh iska taluq trader key experience aor skill sey hey. Dekhain trade lagany main jeldi nhen accurecy dekhi jati hy.
      • #4 Collapse

        Kisi bhi pair aur trade ka analysis karny ke ley kafi mehnat dakkar hoti hai aur is ka sb se asan aur jaldi wala tareqa yeh hai ke ap is H1 H4 aur D1 chart se analysis karen is se analysis perfect aur zaida jaldi ho jata hai
        • #5 Collapse

          kisi b kaam ko karnay k lye ap yaahn par jaldi na karye kaam ko kaam samjh ka karyen jis ki waja say ap k kaam ko ap easily mange kiya jaa skta ha or proper working ap ki kafi auacy wali ho jaye gi or analysis auchy wlaly ho gay tu ap ki earning b auchhy walai ho gi
          • #6 Collapse

            Dear ager app ko forex market anylize karny ka acha expiranc hai to app jald he trade ka anylize nikal sakty hai ager expirance kam hai to zaida time b lag skta hai likn kam expirance sy anylize kia hova trade riski b ho sakta hai es liy jab b app markeet anylize krain to trade lgany main jald bazi na krain thora wait krain markeet ka moment dakain ky app ky hsab sy markeet moment kar b rahi hai k nhi jab app ko lagy ky app ke anylize sahi hai to phir he trade lgain
            • #7 Collapse

              trader trade ku analyze na kery bulkay market ku analyze kerny ki koshish kery. market ku analyze keryn gyn tu trade profitable open hu sakti ha ager analysis theek nae hu ga tu profit nae earn hu ga.
              • #8 Collapse

                Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                Dear forex business ami mere khiyal mai agar ap sirf aur sirf data aue news ko he follow akr lo gy tu ap kam se kam waqt mai he acha enjoy ho skta hai lheaza ap ko cahiye k acha kam karo gy tua p ko acha trading ko behtar faida ho ga aur ap enjoy karo soo ap ko acha faida ho ga,,,
                • #9 Collapse

                  Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                  G ha hama thard ki analyze karna ma itna zayada waqt nahi lagta jisa hum roz ka roz kara to is Liya
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                    Yrading main jis pair per trade kerni hoti hai us pair msin 5 mint main anlyses ho jaty jain aur trend ka pata chal jata hai lakin trade open krrnay kliya us point ka wait kiya jata hai jab demarkes and sport tesistance ko daikh ker kise point say trade krain aur jaldi na krain trade bhi jaldi mil jati hai es ttah jitna time market ko do gay trade bar bar milti rahay gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                      Dear is k lye sab se eham chez hai wo hai apka knowledge ye apke knowledge aur apki skilss pe depend karta hai k ap kisi b pair ko ktni dair main anlyis karte hain kitni dair main ap us k trend ko find karte hain forex main sab se eham chez hai apki skills agar apki skills bahut strong hain bahut zyada hai to ap kisi b trade pe acha earn kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                        Airtel knowledge ki Niyat se kam Karte Hai To Hame Yaad bahut jyada profit Milega knowledge kaam Karenge to Hame just bonus Milega aur Hame running karne ke liye bahut jyada Yaad karna padegi Jyada kam karne mein Hamari Yaad Aati hai isliye management system Rakhi what's main post karte hain Hame bonus kitna achha wala Milega Hame long time kam karne ke liye achha wala bonus banana padta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                          Jb hm chart ko daily dakhty haen analyze krty haen different pairs ko tu hamaen kuch pairs mein bht wazih trade nzr aa rahi hoti ha js ko dakhty hi bila ikhtiyar hmre zehn me ata ha k ye asal trade ha ye mjy laini chaye.tu wohi actual mein achi trade hoti ha aur aisi trade js ko hm bar bar analyze krty haen hmra dil keh raha hota ha k es mein ye negative point ha per hmri lalch hmaen br br kehti ha k ni ye achi trade ha mtlb aik trade hoti ha aur aik hm banany ki koshish krty ha tu jo hm banany ki koshish krty ha asal me wo trade hoti hi ni ha hamaen wo trade ni laini chaye
                          Auto traders ki ability pe depend karta hai ki woh kitni der Mein marksheet ko samajhte Hain Agar wo jaldi se mar gi toh samajhkar trading Kare to home Ashish ko jaldi samajh sakte hain nahi toh isme Jyada time Bhi lag sakta hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                            Ksii bhi trade kaa analyze krny ka time different hta hy kio k lof different pairs prr kam kr rhy hty hain aur hrr pair kaa dsry sy differnce hta hy dsra aik aur ehm bt ky mukhtlif log mukhtlif time frames prr trade ko analyze kr rhy hty hain long tradrs bry timeframes prr kr rhy hty aur scalpers chty timeframes prr.
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Koi bhi trade ktni dair mein analyze ho jati ha

                              Trade ko analyse nahi kia jata. jab bhi kia jata hay chart ko analysis kia jata hay aur jab chart analysis ho jata hay to trader ko us main entry point dhondna hota hay. ager entry poitn bhi analysis ki direction main mil jaye to trader ko entry ley leni chahye. aur ager trader ko trade setup nahi milta to jaldi nahi kerni chahye aur wait kerna behter hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X