Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?
    Dear ager app farex trading sy profit earn karna chahty hain to markeet ko anylize krna boht zrori hota hai.
    Ager markeet ko anylize na kia jay to trader loss ge karty hai jis ke waja je hai ky jab ham trade lgaty hai to wo trade ager loss ke tarf chal pary our thora loss barh jay to us tredr ko pta nhi hota k markeet turn kary g ya nhi to asy trader apna trade zaida loss ky dar sy close kar daty hai thora sa loss ly laty hai likn thori dear bad wohi markeet turn back kar jati hai to phir ham sichty hain k trade close na krty to loss sy buch jana tha
    ye sirf hmari markeet ko anylize na karny ky nuqsan hai jis sy bachna chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear analysis bohot imptant hain trading mai is ka bina agr ap market mai entry lata hain tu loos s ap ko koi nahi bacha sakta kiun anlysis hi ap ko fida data hai market ka bara mai batata hain ka up jaya hi ya down jaya gi is lia please analysis krna sekhain ta ka ap ak accha trader ban sakain agr ap analysis krna nahi sekhta tu ap trade mai fail ho jayain gain or learning zayda nahi kr sakian thanks
    • #3 Collapse

      Market ko jab ham analyst nhi krte hain tab hamen uska results sirf loss men hi milta hai, hamen market ko analyst krna bahot hi zaruri hota hai aur ham tabhi hi kamyab ho pate hain
      Jo log blindy trading krte hain aur market ko analyst nhi krte hain wao always hi looser hote hain ye market kafi risky hoti hai isliye isse analyst krna bahot hi zaruri hota hai so hamen always analysis se kaam lena chahiye
      • #4 Collapse

        Jee ap ny bilkul theak baat ke hai.jab tak hum market analysis nahi karen gy tab tak humain yeh andaza nahi ho ga kay market kis taraf ko move kar rhe hai aur is waqt market mai kya rukhan hai.aur phr ye sab jaany bagair jab hum trading karain gy to humain loss he ho ga kun kay jab kisi cheez ko study kiay bafairbya us ka knowledge liay bagair hum trading karain gy to wo bilkul bhe theak nahi ho ga
        • #5 Collapse

          Jab app technical fundamental our sentimental analysis keay bagheer forex market mien enter hoty hain to pehr ap us main loss kerty hian app ko humesha forex market main technical analysis ker k to pher he market main enter honay chahy pher he app us main acha our safe profit earn ker pain gay
          • #6 Collapse

            hum ager forex market ko analysis kernay ka knowledge nahe rakhty hain to pher hum forum ya instaforex ki site pay deay gay expert k analysis ko follow kernay chahain koin k us say hum us ko our bhe better way mian ker sagain gay likin app gusses k oper forex main trade lain gay to wo app ko loss he dain geen meri advice to ye hai k app ko forex main technical analysis khud kernay or learn kernay chahain pher he app kamyaab trader ban sagty hain
            • #7 Collapse

              sab say phalay ap ko chahiye k ap yayhan sya market ka anlysis nikal alyen jab ap yaahan par kaam ko samjhyen gay tu ap is say market may may naqsan b kafi kaam kar skty han long timem k lye ap apni market ko easily mange kar skty han ye sab loss nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                agar forex market anaylize na ho to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy ya market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                  G bilkul asa he ha jb hum markeet ko anlaysis ni krty to humy loss ho jata ha humy pta ni hota k markeet ki Kia position ja rehi ha is leay zaroori ha k markeet ka anlaysis KR Lena chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                    forex market ko analysiz kar ky hamy achy experience sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                      jab bhi app market main bgair kisi nalysis keay akm karty hain tu ap ko nuksan uthana parta hai iss leay market main achi tra say analysis kar k ap ko achi tra say soch smajh kar ka krna chaheay ja tak market main confiramtion na mil jay tab ap ko order nahi lgana chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                        Agar ap market ko analysis karte hain to apko is mein profit ho sakta hain aur humko is mein market ko na analysis karne ka nuqsan hota hain account wash humko is mein jab bhi trade lage apko market ko achi tarh se anlysic karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chae pher ja kar ap is mein earn kar skate hain apko i mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is meine arn kar skate hain forex mein ap zada earn kar skate hain aur ap is mein zada earn kar skate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                          market mai analyiz karna hain to hamara experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                            forex aik bohat bara business hain agar hum is mai market ko analysis nahi kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Markeet Anylize na karny ka naqsan kia hota hai?

                              ji ap ny bilkul sahi kaha hay k agar hum market ko analyse nai karain gy to hamain loss ho skta hay. is ki waja ye ho gi k jab hamain pata e nai ho ga k market ko up jana hy ya down. agar thora sa loss hony sy hum us ko leave kar dain aur market down ho jaye to nuqsan ya ap thory profit sy e mutma'in ho jayen aur aap ko abi aur bhi profit hona ho. is liye makrket ko analyse karna bht zaroori hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X