what is the proportion of risk and profit in forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Dear dunya ka koi bi business ho aap ko thora buhut risk toh lena hi parta hai bina risk kay hum business kar hi nahin saktay lekin agar aap experienced hain toh risk aap kay liye koi bara masla nahin hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      bhai jaan hamain is main chaye k hum is main profit k chance ko kam he rakhain like 10 percent and loss ka chance hamain start main zayada he hota hai 90 percent lakin agar hum is main mehnat karain gy to hum ek success trader ban sakty hain.
      • #93 Collapse

        Bhai g forex trading ek riski busniss hy jis mai apkki choti see ghalti ke waja sai apko looss ho jata hy lakin profit hasil kerna ke liya apko bohat zaida mehnat kerni perti hy
        • #94 Collapse

          forex trading ek business mien apko chahiye ke ap is mien proepr risk management ke sathy is mien trading karen is bsuiness ko agar ap sahi se seekhenge to is mien ap phri bohat paise kama sakte hian.
          • #95 Collapse

            dear forex business me trading me profit risk le kar hi kamaya jata hay esy kabi b nahi ho sakta k without risk k app es business me profit kama sako
            • #96 Collapse

              Forex is the proportion of risk and profit.. Forex main risk k chances 50% ,50% hain jb k profit k chances es main 80% ho skty hain jb k loss k chances 20%. Par ye ap par depend krta hai k ap esy kaisy handle krty hain.
              • #97 Collapse

                humain risk lay kar kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho saky practice kar kay hard work kar kay market main ana ho ga jis say humain loss km ho
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #98 Collapse

                  is forex main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur risk ko manage kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur is main profit ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #99 Collapse

                    Forex trading main profit aur loss key equal chances hotey hain. Is leye loss ko ignore nahi kia ja sakta aur is ko samney rakhtey hoi planning ki jati hy. Loss sey ghabraney ki bajey un steps ya mistakes ko dekhna chaheye jin ki waja sey loss howa hy. Agar aik successful trader banna hy to profit sey ziada loss ko control krna chaheye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X