Indicator ki ahmiyat kia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ki ahmiyat kia hai
    Indicator ki madad se trading asan ho pati hai koun ke jb tak apko market ka alim nai ho ga tab tak ao koi bhi acha faisala nai kar paein gy is ley is per time lagein aur in ko smjhein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Indicator trading men hamare liye just a helping tool hota hai jab ham market ko analyst kr rhe hote hain tab hamen indicator se bahot hi a hi help mill jati hai
    But hamen ye baat apne mind men zarur rakhni chahiye k ham indicator ka proper tareqe se use kren aur hamen kissi bhi indicator ko use krte huye uske bare men knowledge hona bahot zaruri hai
    Lekin kabhi bhi apni trades ko indicator pe na chore n hamesha apne analysis pe trust kren
    • #3 Collapse

      Indicator ki waja sy hum koe market trade mein madad Milty hn taky hum acha faisala kr saky trade ky bary mein
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ki ahmiyat kia hai

        forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai hamy weekly target bana kar kam kar chahey lakin hamy indicators py kabe be full truest nahi karna chahey is mai hamara koi boss nahi hota

        اب آن لائن

        Working...
        X