stoploss ka sub se acha advantage ye hai ke ye traders ka zayada loss nahi hone deta.isme apni marzi se loss percentage ki jasakti hai.iska benifit capital per depend kerta hai.aur iska disadvantage ye hai ke iski wajah se bohat dafa trade hurdle ajata hai.trade ke dooran ager price temporarily stoploss ki ratio ko touch ker jae to item sale hojata hai.jis ki wajah se profit per asar padta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим