Small lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han dear small lot bohat he zarori ha agar ap market mein acha work karna chahty to ap lot kam use kareen kiyon k agr ap zyada profit kay lalich mein bari bari lot lagaya kareen gay to ap loss kar bethy gay or is liye small lot lga kar risk free trading kareen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dosto forex trading ma hmain hamesha small lot sy trading krni chy Kiun k small lot sy trading krny k bht sy faida hy es sy ap ko profit zroor Kam milta hy lkin ap aik bry loss sy bach jty hy jis sy ap ka account tk b wash ho skta hy es ly Forex trading ma hamesha small lot he use kry
      • #18 Collapse

        Aap Log Yahan Par Saman lot size ke saath bhi kaam kar sakte hain Agar Apke Pas Zyada capital hai to Aapka lot size Jyada Hoga agar aap ke paas yahan par kaam karne ke liye investment kaam hai to aap ke paas Yahan Par lot size p kam hona chahiye agar aap yahan par kaam karte Jayenge aur aapko yahan se business develop nahi hota Jayega To Aap Yahan Par business ko Lekar Jayenge Koi Aur kaam dekh Lenge isliye time manage time ke saath saath
        • #19 Collapse

          bhai ya bat to apki bikul sahi hay.kay ager trade bari ho to us main risk ziada hota ha.or ager trade small ho to us main risk kam hota ha.bhai is business main trader kay pas jitna bi knowledge ho.usko is business main ziada profit kay liya risk to lena hi perta ha.phir hi usko is business main achi earning hogi.ager trader is business main ziada profit kay liya bari trade hi na karay.to wo is business main kabhi bi acha profit apnay liya hasil nahi ker sakta.
          forex trading main risk factor 100% rahta hi rahta ha..
          • #20 Collapse

            mara khyaal hay k trade main ager hum lots ka size kum rakhin to is main ya hota hay k loss ka chance kum ho jatain hain khase toor per who log jin ka bonus point kum hay oar who chatain hain k un ko profit ho
            • #21 Collapse

              Dosto small size lots use karny say ya faida melta hai kio k small lot size use karny say lose ka dawn zayda lose say Bach sakty hai is liyea lots size kam raky is mai apko zayda faida mely ga zayda nuksan say be Bach sakty hai
              • #22 Collapse

                G forex trading business mein lot size se profit aur loss hota hy aur agr hum trading mein ziada risk se trading kartay han aur lot size ziada rakhty han tu is se profit bhi ziada hota hy aur loss bhi ziada hota hy aur agr lot size kam hy tu is se profit aur loss kam hota hy lot size apne account ki money management kar k hi use karna cahaiye is se hum account wash hone se bach saktay han
                • #23 Collapse

                  Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager lottery size lgaye ge to hamy profit to jam ho ga lekn hum lose se mehfooz rahe ge aur thora thora kar ke hamara acha khassa profit bun jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    G forex trading business mein agr hum ziada risk se ziada lot size use kar k trading kartay han tu hum profit bhi us hisaab se hi hota hy kiok forex trading business lot ziada ho gi tu profit bhi ziada ho ga aur loss bhi ziada hota hy aur agr lot size kam hy tu profit aur loss bhi kam hota hy is liye risk apne knewledge aur experience k hisaab se lot size use kar k trading karain tu faida ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X