Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss trade ko hold par rakny ki ghalti
    Traders ko loss trade zeyda time tak hold par rakny ki zarorat nahi jo trade big loss me chali jaye aur market trend support ya resistance ka strong level break kar jaye to traders ko open key howy trade ko hold par rakny ki ghalti nahi karni chaye esi trade apna loss be recover nahi kar sakti aur sath me profit me any ka to esy trades se umeed be nahi lagai ja sakti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bulkul theek kaha hay aap na k eik trading ko itna time nai dana chaya to who zayada lose ki sorat main samna aaya or jub kisi trade ko lagaha hoya bahot time ho jata hay to bunday k dil is say tung perna lagta hay or who us ko khataam kerna chata hay or is time gulti ka chance bher jatay hain
    • #3 Collapse

      Ap ki jo trade bhe loss mai ho tou sub say phely ap es ka main trend analysis kray. es kay bad sub trend ko. Es kay bad ap decided kray k trade ko close krna hai ya phr hold ktrna hai. Es say ap koi bhe ghalti nahi kray gy.
      • #4 Collapse

        Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

        forex mai hamy kabe be trade ko hold py nahi rahkna chahey q kyis traha hamy loss be ho sakta hain forex aik online business hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

          dear aysa nahi ha kiyon kay agar ap trad he stop loss say open kareen to apko fikar karnay ki zarorat nahi jitna loss ap bardasht kar sakty hein itny pay stop loss lga dein kiyon kay market ki zyada movement apko zyada loss day sakti ha apka account bhe wash ho sakta ha is liye market mien jabhi trad open kari jaye sab say pehly take profit or stop loss ko lganfa bohat he zarori ha then he ap achi trading kar sakty hein
          • #6 Collapse

            Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

            Je ha bilkul sahi kaha apny hamy ager trade karty Howe lose ho raha hai to hamy hold nahi karna chahye ku ke hold ke sorat me apka account wash ho sakta hai iss liye best method jo hai loss ko kam se kam karny ka wo hai stop lose ager AAP stop lose lgaty ho to apko lose bhi kam se kam ho ga jissy aap recover bhi kar sakty ho
            • #7 Collapse

              Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

              Ye ghalti aksar trader kertay hain. new trader jab trading shoro kertay hain to wo apnay tamam loss walai trade ko hold kertay hain. aur un trades ka stop loss bhi use nahi kertay. aur aisi trades jo stop loss kay bina hon un ko hold kerna boht bari ghatli hoti hay. is say trader ka account loss ho jata hay jab kay wo market ki wapsi ki aas laga ker betha hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

                humay chahiye keh agar humari trade nuqsan main hay to sahi time par us say nikal jaye kyun keh agar hum zid main aa kar daty rahy gay to hum market main apna ziada nuqsan kar sakty hay es liye humay chahiye keh mehnat karen kyun keh mehnat karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay forex trading main
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

                  Dear members loss trade ko hold krnay ki bilkul bhe zarorat nhn hy.aisi trade ko hold krnay pr aap bht ziada loss kr jatay hain.markit jb support ya resistence k trend ko tor k loss main jay to foran usi loss pe trade close krnay aisay moqay pe hold mat krnay is sy aapka account wash bhe ho sakta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

                    Main bhi ap ki baat say mokamal itadaq karta hoon forex trading business main ap ko chahiye kay loss wali trade ko bilkul bhi hold pir nah rakhayn is thara karnay say ap apna bahut zayada noksan kar latayn hyn
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss trade ko hold par rakny ki ghalti

                      agar aik trade loss mai jy to hamy isy hold py rahkny ke mistake nahi karne chahey forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X