Market ko analysis na karny ki ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analysis na karny ki ghalti
    Traders some times market ko analysis na karny ki ghalti kar key trades open kar lety hey jes ko be big trading mistake hi ka name do ga, esi trading kabi kamyab nahi ho sakti jo key without market analyzing key open ho jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mai samjhta hun ky akser log yi mistake kerty hy un ko bas buy ya sell ka pata hota hy tu wo jab yi daikhty hy ky market up ki terf ja rahi hy tu buy ker dyty hy or jab sell ki terf jati hy tu sell ker dyty hy or wo log analysis bi nahi kerty hy hala ky baz dafa market nechy reserve ky liya tai hy tab jab wo 2bara against jati hy tu hm logo ko loss ho jata hy.
    • #3 Collapse

      Forex trading ka sara daro madar analysis per hey. Forex trading aor gambling main ferq kerny wali chez sirf aor sirf analysis hi hain. Ager hum successful trader ko dekhain to yeh wohi trader hain jo analysis kerny main behter hain dosry trader se.
      • #4 Collapse

        Ye baat waqai bilkul durast hai bhai mai agree bhi karon ga apki baat say k agar ham analysis nai karty aur without analysis k ham trade open kar dety hain tu ham big mistakr karty hain jis ka result hamy loss ki surat mai milta hai ham logo ko chahiya k ham apni trading ko acha aur kamyab banany k lia trading k har option par ba khoobi aboor hasil karyn koi bhi option miss na karyn
        • #5 Collapse

          Jo trader market ko analysis nahi krnty tou wo market mai loss he krtay hai. ap nay jab bhe trade krna hai tou sub say phely market ko analysis krna hai. tk ap market kay trend ko under stand kray aur phr es kay mutabique trade open kray.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

            forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky confidence ky sat high amount invest karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or loss sy be bach saky gy forex aik international business hain
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

              G han ap na jo bat ke ha main uss sa hundred percent agree krta ho k market ko anlyse na krna ek bhut bre ghalti ha aur aksar traders trade lgata waqat iss chez ka khia nhn krta aur ais ahe trade lga dat ha jo bad main un ko bhut expensive pr skte ha iss lia traders ko full concsious hona chai k jab bhe trade lgan ka sochain tu pehla market ko analuse krain aur bad main trade lgain
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

                agar hum market main achy say analysis karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay esmain kabhi bhi galti nahi karni chahiye kyun keh galti karnay say hum market main earn nahi ulta nuqsan kar sakty hay es liye humay chahiye keh sabar say kam karen esi main he faida hota hay humary liye mehnat karty rehna chahiye
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

                  agar hum forex mai kam karny ky expert hain to hamy market ko analysiz karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik international or legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Traders some times market ko analysis na karny ki ghalti kar key trades open kar lety hey jes ko be big trading mistake hi ka name do ga, esi trading kabi kamyab nahi ho sakti jo key without market analyzing key open ho jaye.
                    Traders coaching Ke Jab Bhi trading karen to proper analyses Karke trading Karen Bina analyses kiye trading Karenge do trading Karke sirf loss Hoga isliye Hamesha analyses Karen FIR trading Karen
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

                      forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hum is mai apne marze s time table bana kar kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala unique business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

                        Dosto forex trading k liyey agar ap ne market ki moments ya analysis na kia to ap ko loss k siwa kuch hasil na hoga expert ya acha profit hasil karne k liyey ap ko market ka knowledge hona chahye tub he ap forex per kameyabi hasil karsakty hain business man banne k liyey market ka analysis zarore hai ..........
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analysis na karny ki ghalti

                          pahli bat tu yah hai k sidhi bat yah hai k hmain forex main market k according trading karni hoti hai jub hum market k according traing nahi karty tu hmain kbhi bhi profit earn nahi kar skty hain es liye apko chahye k ap apni trading main market ko analysis kar k trading karen jis k bad apko loss hony k chaces kam hoty hain or ap apni trading main achi eraning kar skty hain es liye market ko analysis kar k trading karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X