New members lot size minimum rakay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members lot size minimum rakay
    Assalamualaikum der fellow's forex trading market may Jo be new members hay our un ko trading ka experience ziada nahe hay un ko chaheiay ke trade laghathay waqth lot size ko minimum rakhay kionka os par aap ke loss Kay chances Kum hothay hay beshak faida Kam ho lekin trading chart par experience ziada hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    joo bhe newbies a rhaai haain forex meein un ko chahaiyaai k bhtt kaam lot size k sath trading kraain q k kaa lot size se faida kaam hoota haai pr nuqsaann bhe kaam hoota haai qk jb bhe bnda newkooi bhe kaam seekh rhaa hoota haai to thora nuqsaan krtaa haai lot size jb kaam hooga to nuqsaan kam hoogaa
    • #3 Collapse

      dear bilkul ap ne theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hun ager koie newbie hai tu osy chahye ke ap minimum lot size rakh kr trading kren ye ap ke liye best hoga kyn ke forex ki market ap apne knowledge base per profit earn krte hian jitna ap ko knowledge hoga ap profit bhe osy ke hesab se earn kr paye gyen
      • #4 Collapse

        walikum salam dear ap ki bat 100 % theek hy ager ap ny forex mai apny account ko bachana hy tu lazmi ap ko is bat per skahti sy amal kerna ho ga ky jab bi tarde open kery gy ap lot size ko apny account ki amount ky hisab sy hi open kerna chahaiya tabhi ap safe rahy gy.
        • #5 Collapse

          G bilkul new traders k liye must ha ke woh start Mai he ziada lalich na kiya Karin aur bohot ziada earning k chakar Mai na parhy tu in ke trading k liye best rehta ha . New traders ko hamesha choty lot size k sath trading position open karne chiye .
          • #6 Collapse

            yes bro ap thk kehty hn ke new traders ko lot size kum se kum rakhna chay wo is liy ke new traders ke pass aik to experience and knowledge ki kami hoty hy aur dosra wo money management ni samjhty aur lot size bada lga daity hn jis se un ka account wash ho jata hy aur un ki investment waste ho jaty hy
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Beshak new trader ko lot size minimum rakhna chahe q kah agar new trader ko trading ka experience kam hota he to lot size kam rakhne se loss kam ho ga lakin aap k experience oar knwledge main izafa ho ga
              • #8 Collapse

                G han new traders key ley best risk management tool limit lot size hi ho sakta hay jes ko limited size par rak agar agar trading ki jaye to kam trading expernice hony ki waja se traders key loss me kami a sakti hay, Fix lot size use karna best trading strategy ho sakti hay new traders ko over trading kany ka khayal mind me nahi lana chaye.
                • #9 Collapse

                  Ap ki learning par depend krta hai. sub say phely ap apni learning ko check kray. agr tou ap demo account par strategy ki madad say trade krtay ho tou phr ap money management kay rules ko follow kr kay min say max lot size select kr sakty ho.
                  • #10 Collapse

                    G forex trading business mein jo new trader un ko cahaiye k wo jab trading karain tu lot size kam rakh kar karain kiok new trader ko forex trading business ki learning knewledge aur experience kam hota hy aur agr wo ziada risk se trading karain gay tu account bhi wash ho sakta hy aur agr kam lot size use karain gay tu profit bhi kam ho ga aur agr loss hota hy tu wo bhi kam ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: New members lot size minimum rakay

                      hamy ache learning hasial kar ky high amount oy minimum size ke lot lagane chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or loss sy be bach saky gy forex aik international business hain yai east wast mai bohat taze sy phla cuka hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: New members lot size minimum rakay

                        New members hamesha lot size small rakahain q ky start main he loss nai huna chahye q ky lot size zayada jny sy loss b zayada ho skta ha. Q ky is py risk bht beh jata ha. Or start main bonus hasil krna b mishkl hta ha is liye is bonua ko dyhan sy istimal krna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: New members lot size minimum rakay

                          Je ha bilkul sahi kaha apny ager aap new member hai to apko chahye ke ap lot size ko minimum rakhye jiss se aap zyada time trade karny me kamyaab raho ge aur apko loss bilkul kam se kam ho ga aur profit bhi kam ho ga lekn hamara account safe rahye ga
                          • #14 Collapse

                            Re: New members lot size minimum rakay

                            New trader ko lot kam ker kay trading main maza nahi ata shyed isi liye wo bari lot rakhtayhain aur kafi achi profit dekh ker un kay dil khush hotay hain. lakin wo aik bat bhool jatay hain kay wo bari lot say jab itna bara profit lay saktay hain to wo bari lot say bara loss bhi lenay kay kabil hon. is liye trader ko baray loss say bachnay kay liye lot choti use kerni chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New members lot size minimum rakay

                              yse my dear friends as main new membres ko aes hi karna chahiy hai kee lote size ko km hi rakge ta k as main profit hasil kar ske aore as main account ko wash hone se bachioyn tu hi ap as main kamyab hain as mainham ko mihnat karni chahiy hai kamyabi ka raaz ye hi hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X