Mind Fresh Ho Kr He Trading Kya kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mind Fresh Ho Kr He Trading Kya kren
    Dear jesa ke ap jante ho forex ek business hai or ye ek profitable or risky business hai jis main jitna profit hai utna loss bhe hai ager ap greedy ho kr forex per trading kren gyen tu yaqenan ap loss he kren gyen hamesha mind fresh ho kr he trading kiya kren or jaldbazi bilkul bhe na kren then ap profit earn kr paye gyen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai apki baat teek hay humay fresh mind say trading kerni chayi kiun kay forex trading bhot hi complicated business hay aor is ma ghlati ka matlab account wash hay is liye jab bhi trading karay tu fresh aor relax mind say kerni chayi ta kay ghalti na hu sakay aor hum proper tarikay say aor strong analysis kernay kay qabil bhi reh sakay aor achi earning bhi ker sakay.
    • #3 Collapse

      bhai jaan agar hum mind fresh rakh kar trading nai krain gay tu us ka result bhi hamaray mutabiq nai ho ga aur humay loss honay kai chance buhat barh jayn gay. humay trading kartay howay apnay emotions per control karna ho ga aur jab loss ho jaye aik trade main tukhuch arsa market say dor ho kr usay bus watch karain aur behtar waqt anay per trade lagain.
      • #4 Collapse

        trader ku koshish kerni chahye k forex man oc waqt log in huwa keryn jub her kisum ki tention or problems say clear hun or gher k kaam ker k betha keryn ta k trading k doran kisi kisum ka issue na hu.
        • #5 Collapse

          Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai jab humra mind fresh ho ga to aus time jo bhi anaysis kary gay wo achy ho gay kun k jab hum ne ais market mai kaam karna hota hai to hum ko achi tarha soch kar entry leni chaye agar hum ais mai risk lety hai to ais mai hum ko pata hota hai k hum ne jo trade lagai hai aus mai entry point acha hai aor hum ko aus mai acha profit ho ga ais k liay banda wait kar leta hai ais liay hamesha fresh mind k sath kaam kary ta k ap ko ais mai zayda faida ho.
          • #6 Collapse

            Forex ak buhat acha online business he hame chahiye k ham jab b trading kary to apny mind ko bikul fresh rak kar kary to phir he ham successful ho sakty he or agr ham trading apny mind ko fresh rak kar na kary to phir hame loss b ho sakta he es liye agr hamara mind fresh ho ga to phir he ham achi tarha market ko samj saky gay es liye hame chahiye k trading bikul mind fresh rak kar kary
            • #7 Collapse

              Dear forex trading mai agar ap mind fresh nhn karo gy tu ap ko kabi b es business mai acha faida haisil nhn ho sake ga lehaza ap ko mehnat tu akrni hai lekin os k sath ap ko apni trading ko b aur behtar tarha se le kar chalna hoga aur aage chal kar mazeed behtar earning b karni ho gii aur ahca akm b ho skta hai...
              • #8 Collapse

                G bhai ap ki bat bilkul yek ha forex ma greed our jald bazi bandy ko nuqsan ki taraf ly jata ha market ki movement ko samjty hoye achy lamhy ka wait karna chaheye our jis waqt indicators fever ma ajaye us waqt trade lagana chaheye otherwise jaldbazi ma lagaya geya trade aksar nuqsan ki taraf ly jata ha
                • #9 Collapse

                  Forex market mai trade es waqat shoro kray jab ap ka mind fresh ho. Kyu k ap ko bohat say factors ko analysis krna hota hai. jis kay bad ap trade kr sakty ho. Ap ka mind fresh nahi tou phr ap success nahi kro gy.
                  • #10 Collapse

                    hmesh jb bhe trading krnaai k liye bhtaai to hmara mind fresh hona chahiyaai isse yeh faida hoota haai hmare mind mein bhht sarai new ideas atai haain aur new atrategiess bntee hai jin ko istimaal mein laa k hum faida hasil kr sktaai haain isliyee hmaain kabhi bhe depress mode mein trading nhe krne chahiyai q iske wajaah se nuqsaan honaai ke percentage brrh jatee haai
                    • #11 Collapse

                      Yes dear apki bat 100 % correct hay ap jab be trading karna chain to fres maind ho kar market ko analysis karin tab ap market ko achi tarha analysis kar pain gay or market ky trend ko asani say samj sakty thay lekn jab ap fresh maind nahi hon gay to market ko analysis karny main galti kar sakty hain or maind ki divertion ki waja say trade open karny main mistake kar sakty hain jo apko loss main b ly ja sakti hay
                      All The Best Dear Friends
                      • #12 Collapse

                        g haan bhai jan ham as main mind ferish ho kar hi as forx main hi trade lagana chahiy hai q k as main ham ko as main fyada bhi hosakta hai
                        • #13 Collapse

                          Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main bahut sara risk hota hai us lya ham ko us main blkul fresh mind ka sath trading rni chaya kiun ka agr ham fresh mod sa trading nea kran ga tu lose ka chances bahut hota han
                          • #14 Collapse

                            Yes jab hamara mind fresh hota hy to tb hi ham aoni trade kr sgty hy agr hamara mind fresh nai hota hy to hamara trading my mind nai chalata hy ham apni trade sy losss krty hy agr ham sahi trha sy trading jrma chaty hy our ham profit lyna chaty hy to ham ko chiya k ham apni trading my phly apny mind ko ffresh kry tb trading kry
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han bhai bilkul theek kaha hai ap na mind fresh kr ka he humy trading krni chahya or hum acha profit earn kr skty hai mind fresh kr ka kam krny ka faida ya hai ka is sa hamary mind ma achy ideas aty hai jin ko hum follow kr ka trading ma success hasil kr skty hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X