greedy and high leverage kill new people

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes this is very much true ... jo is forum par new hotay hay and chahtay hay k wo raat e raat my rich ho jai to wo log waqai loss may jatay hy .... agar hamay is field may kamyab hona hay to is k liye zrori hay k hum sabar say kam lay takay hum kamyab hoon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji you are right bro or wiase bhi lalach buri balaa hai ye insan ko lekay doobti hai or agar kisi banday ko lalach hai to wo dunia maein kabhi kamyab nahi ho sakta or forex aik aisi jaga hai jahan mehnat karni parhti hai to yahan lalchi log ziada time tak nahi ruk sakte.
      • #18 Collapse

        mere bhi ap ko chaye k ap jb forex par new han to ap ko forex par koi lalach ni krni chye k ap ko zayda profit ho or loss kam ho is k liye ap ko proepr treainng krni chaye or ko lalach ni honi chaye agar ap lalach karo gy to ap ko koi proit ni hoga balke loss he ho ga
        • #19 Collapse

          Yes Dear you are right greed in the forex trading is given you always loss in your trade in the forex trading. Very many people join forex trading for make the money in a very short time but they do not have a huge investment and experience in the field of forex trading and due to this reason they loss their money in the greed. Do not make the greed and hurry in the earning in the forex trading always keep patient in your trade will be given you the profitable result.
          • #20 Collapse

            ji ah bhi ji bohat sai log is ki wajhs ai chor jaty ai laikin hoty un ki apni problem hia jis sai wo bary kam ko krty hai is liy hum ok chahaye kai greed ko chor dai
            • #21 Collapse

              is mein koi shak nahi ke greed trader ki dushman hai jb bhi koi greed krta hai wo lalach mein galat trade krta hai aur loss krta hai phir wo mehnat bhi nahi krta jis ke baghair iss markeet mein khara hona behat mushkil hai
              • #22 Collapse

                g haan janab ap nay bilkul thk farmaya hai k forex m greed aur high leverage ka bht issue banta hai par aissa bilkul b nae hoona chahye balkay sukoo say kam karna chahye jis say hum sukoon say ghr betahy hue paisa kama sakeen aur jo log greed kartay hain wohi bad m nuksaan b uthatay hain .
                • #23 Collapse

                  lalach buri bala hoti hai forex me lalach karne me aap ka bohat nuqsan hota hai forex me jitna aap lalach karen ge utna he aap ko is business me loss ka saamna karna pare ga .
                  • #24 Collapse

                    Learn more and try again and again.New trader concentrate on earning thats why greed and leverage can take you towards loss.jo be es tara ka sochy ga wo trading me nakam he jo be es tara kry ga wo account ka wash kra de ga jo be trading me ye deky ga.
                    • #25 Collapse

                      Kuch log hoty hyn trading me jo kabhi kabhi aisa karty hyn ky apni sari ki sari raqam dao par laga dety hyn aur unko loss bhi bohat hoti hy aiselog darasal greedy hoty hyn aur unka maqsadd sirf aur sirf profit ku peechy bhagna hota hy.
                      • #26 Collapse

                        bilkul sahi kaha app ne greed or high leverage new trading kerne waln ke liye bahut zada noqsan d ehai kyun ke new anne wale zada se zada earing ki koshish kerte hain jab ke un ke pass knowledge or experience nahi hota
                        • #27 Collapse

                          yes my friend ap ne sai kaha ke greedy and high leverage will kill the new ones. new logo ko chiay k lalach bilkul na karain and leverage apna kam rakain is se unho ko hi faida hoga and wo is kam ko seekh sakay gay.
                          • #28 Collapse

                            yes you are right bro greeday tu har ak k leye boat he nuksaan da hai agar koe es koapna geya tu wo forex mai tu kam is kam kamyab nahe ho ga aur jaha tak leverage ki baat hai es be trading ka kafi masla hota hai
                            • #29 Collapse

                              greedy aur high leverage akbhi kabhi hume profit b de jata hai is lye hume is cheez ko dekhna chahye aur kam ko samjhna chahye k kesay hum is me kamyabi haisl kar sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes dear greed aur high leverage q k new traders bht kam waqt m ziada say ziada paissa kamanay k chakar m lag jatay hain aur apnay double accounts bana kar double trading karnay lagtay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X