Gold ki trading mein investment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trading mein investment
    Gold ki trading bahut interesting hoti hai lakin gold mein movement bhi kafi tezz hoti hai agar market humaray against jaye tou humaray account bhi wash ho sakta hai lakin mera sawal yeh hai kay gold ki trading kay lye kam sae kamkitni investment ho ta kay hum satisfied ho ker trading ker sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    waisay tu buhat saray traders gold main trading kar rahay hain aur main bhi karta hon lakin mairay khiyal say tu beginner traders hai un ko goldmain trading nahin karni chahiyay because goldaik volatile commodity hain aur buhat taizi say move karta hai tu humay chahiyay kai pehlay demo account main Gold ko samjhain phir real account main trading karain.
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bukal thek hay hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex main trading k laya different pair hain in khuch tazi sa up and down hotay hain yani in ki movement taaz hoti hain aur khuch pair main bhot slow movement hoti hain gold be un pair main sa aak hay jis ki movement bhot fast hoti hay gold pair per trade karna k laya aap k pass kam sa kam 200 dollers sa zayada ka bounas hona chaya
      • #4 Collapse

        jesy k apny kaha k gold may movement boht zayada or tezi k sath hoti ha yeah bat thek ha lkn is may trading k liy jo investment ha wo lot size pr depend karta ha ap agr ap 1000 ki investment pr gold may lot size 1 rakho gay ti yeah boht risky ho ga..lkn mera khyal say kam za kam 30 doller hn to hum gold may .01 say entry lay sakty hain...but sure ni hn phr b.
        • #5 Collapse

          gold mien ager hum investment kerty hien to yeh achi bat hai e lywe hum es mien aa ker kam ker sakty hien or es mien earning ker sakty hien es lye hmain yeh kerna ho ga k hum es mien aa ker gold mien kam ker sakty hien.
          • #6 Collapse

            main to yahi kahun ga k jitna ap keh rahy hain utni movemenet nahi hoti lekin hoti hai aur is main agar humary analysis behter hun to is sy kaafi earning ho sakti hai aur agar koi mistake sy ghalat trade lagay ga to mere khayal sy wo buhat hi lose kar sakta hai.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              gold k trade main invest karna ghalat nahi hai ap is main invest kary lekin itna invest kary k jitna ap bardash kar paye matlab k agar is main apko lost bhi ho jaye to pareshan na ho jaye ye aik buhat hi aca pair hai. jis ki movement agar zyada to buhat zyda aur agar kam to buhat hi kam ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Bilkul gold main trading kafi interesting hoti he oar mujhe zati tor pr bhi pasand he lakin new trader ko gold main investment nahi chahe gold ki trading boht tezi se uper neche jati oar agr is main loss ho jai to pori investment loss main chali jati he
                • #9 Collapse

                  gold ki movementn buhut fast ha or ic man investment kerna koi asan kaam nae ha loss ka chance incraease hu jatta ha ager k pas euity bhi kum hu or experience bhi koi khas na hu trading ka gold man.
                  • #10 Collapse

                    Dear mery experience k mutabiq to gold men trade karny k lye ap k pas kam z kam 200 dollars ka capita hona chahye. Agar is se kam ho kabi b gold men trade karny ka risk mat lain apka account wash ho sakta hai.
                    Mai n gold men bohat loss kya hai.
                    So please be careful.....,....,
                    • #11 Collapse

                      Gee haan bhai gold ki trading interesting tou bahut hoti hai lakin risky bhi bahut hoti hai aur mein tou kahun ga kay beghair forex knowledge aur experience kay aap kabhi bhi gold mein trade na karain aur na hi iss mein kisi qisam ki investment karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki trading mein investment

                        gold aik pair hain is mai kam karna bohat risky hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky investment kar ky trading karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki trading mein investment

                          Asslam jee haan bhaai jaan aapne bilkul theek Hi kahan Hai main sirf Itna kehna chahon ga Ke hamen Chahiye Ke ham gold main hi investment Karen kyon Ke gold hamen bohat jaldi bohat acha profit de sakta hai thanks for you
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ki trading mein investment

                            Gold ki trading bahut exciting hoti hai lakin gold mein motion bhi kafi tezz hoti hai agar market humaray in opposition to jaye tou humaray account bhi wash ho sakta hai lakin mera sawal yeh hai kay gold ki trading kay lye kam sae kamkitni funding ho ta kay hum happy ho ker buying and selling ker sakain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ki trading mein investment

                              Forex market main gold aik costly metal hay jo kay boht hi fast move kernti hay. boht say new trader forex main yeah chahtay hain kay wo pairs select kia jaye jo un ki trading ko jaldi result tak lay jaye aur acha profit dey is kay liye wo gold kay pair ko choose kertay hain. hala kay gold ka pair boht risky hota hay aur small account ko pani ki trah say baha ley jata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X