Learning from loss in Forex.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning from loss in Forex.....
    hum sab ko Kabhi Na Kabhi kahin na kahin to loss ho hi jata hai Forex pe kaam karte huye qk ye bhi Forex pe kam karne ke liye ek hissa hai agar humen profit hota hai Tu Kabhi Na Kabhi Hame loss ho jata hai to Hame is se kya sikhna Chahiye.mere khayal se jab Hame loss ho jata hai to Hame aise sabr ke saath bardasht karna chahiye.aur sab se kaam le kar Hame Apne is low score profit mein convert karna chahiye yehi ek successful trader ki nishanishani ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Loss se learning ham ba aasani kr ssakte hain ,aur agar ham apne loss se learning nhi krte hain to iska matlab hai k ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain hamen kamyabi k liye zaruri hai k ham apne loss se learn kia kren
    Hamen jiss mistake ki waja se loss ho rha hota hai hamen usse note krna chahiye aur hamen koshish krni chahiye k ham next time k liye uss mistake ko mind men rakhte huye safe trading kr saken
    • #3 Collapse

      jub humy is main lost ho jaye to humy apni ghaltyo ko note karnba chahye aur is main aik naye jazby k saath kaam karna haye jis waqt trade lagany ka sochy to analys achy sy karain uar apni purani mistake ko na duhraye.
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        dear forum members actually ager dekha jai to her trader hi loss kerta hy aur mistakes bh kerta hy kush trader in mistakes se learn kerty hn aur seekhty hn lkn kush traders bar bar mistakes kerty hn aur seekhty ni ,aur aisy traders jo seekhty ni wo bahut ziada loss khaty hn aur un ka forex career khatam ho jata hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          G Dear bilkul loss kar ke learn kia jata is feed main jo b in hota hai wo pehle earning ki taraf bhagta hai lakin account wash hone k bad ose andaza hota hai k is feed main learn kar k he khuch kamaya ja sakta hai aese ap jitna marzi earn karen end main account wash he ho jata hai kiun k koi disiplen nahi hoti is liye
          • #6 Collapse

            jis waqt humy koi tared lose ho jaye to humy is main khud ko mazboot karna hoga aur agli dafa humy aik new koshish k sath yaha dubara ana chaye aur is baar apny kaam ko achy sy sar anjam dena hoga.
            • #7 Collapse

              Ji haan aap ne bilkul theek Kaha hum log Forex mein bahut kuch learnbay karte hain aur Hume Forex se bahut kuch sikhna bhi chahiye qk Forex se hasil ki hui knowledge Hamein real life mein faydemand sabit hoti hai isliye Forex ko sirf earning ke mind se nahi karna chahiye bolke aap ko Sath Sath learning bhi Karni chahiye aur Apna knowledge brdhna chahiye.
              • #8 Collapse

                Dear apki baat bilkul teek hay kiun kay koi bhi business hu os ma profit aor loss dono hutay han aor duniya ma koi bhi aisa business nhi hay kay jis ma serf aor serf profit huta hu aor loss bilkul bhi na hu tu is liye humay forex tarding ma bhi loss hu jata hay tu humay is loss ko bardasht kerna chayi aor loss ki reason talaash kerni chayi ta kay wo mistakes dobara na hum say repeat hu yani humay mistakes say bhi kuch na kuch seekhna cahyi.
                • #9 Collapse

                  loss waqai hmen bohat kch sikhata hai loss hone k bad jb hum koi new trading krny lgty hain to hmare mind men wo points hoty hain jin ki wja se hmen loss howa tha aur next trading men hum un points ko bar bar mind men rpeat krty hain ta k next hmen loss na ho aur is tarha hum loss se bi bach jaty hain aur trading ki koi new trick bi seekh jaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager hamy lose ho bhi ho jaye tab bhi issy recover kar sakty hai iss ke lye apko chahye best experience knowledge practice planning tabhi ham lose jese chezo se bach sakty hai aur kamyaab trader bun sakty hai
                    • #11 Collapse

                      دنیا میں وہی لوگ کامیاب ہوتے ہیں جو اپنی غلطیوں سے سیکھتے ہیں اور اس کام میں تو آپ کو غلطی نہیں کرنی چاہیے اور اگر کہیں غلطی ہو گئی جائے تو آپ کو چاہیے کہ آپ اپنی غلطی کو دیکھیں اور اس کو دوبارہ دہرانے سے احتیاط کریں کیونکہ غلطی کی صورت میں آپ کو نقصان نہیں اٹھانا پڑتا ہے اگر کوئی غلطی ہوجائے تو اس سے سیکھے ضرور کیونکہ اگر آپ کچھ نہیں سیکھیں گے تو اس غلطی کا آپ کو کوئی فائدہ نہیں ہوگا
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning from loss in Forex.....

                        agar forex mai kam karny ke learning hasial karna chatey hain to hamy demo account mai trading karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experince mai azafa hota hain or agar kam karty howe koi galti ho jy to hum isy durust kar sakty hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning from loss in Forex.....

                          Hame Apne nuksan se ya sikhana chahiye ki Humne jo galtiyan ki hain aur Jin ki vajah se ya nuksan Hua Hai Hum Aap Ko galtiyan Nahin Karenge Aur Is Tarah Hum Ko Sikh kar Manafa kamaana Shuru kar denge.es k elawa nuqsan ap k andar bardasht peda karta he

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X