Kiya forex market k sub pairs mai trading possible hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex market k sub pairs mai trading possible hai?
    Forex market mai buhot ziyada pairs hai aor sub ko cover karna sub mai trading karna possible nahe q k ap sub pairs k bare mai knowledge information gain nahe kar sakte ap sub pairs k technical analysis nahe kar sakte so lehaza apko chaheye k chand pairs ko target kare sirf osi par focus kare aor sirf ose mai he aone trading kiya kare bajaee k ap sub pairs ko cover karne ka sochay..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market mai pairs tou different hai likan ap es market mai sub pairs par trader nahi kr sakty. kyu k har pair ki move different hai. es lye ap nay jis pair par trade krna hai es ki complete information ho gy tou ap ko kamyabi ho gy.
    • #3 Collapse

      dear bro forex market main subh pair ko controle kerna bahut hi difficult hota hy is main her trader ki apny apny strategy hoty hy isi tara her trader apny specific pair per hi trading kerty hn keon un ke pass usi pair ke bary main knowledge and experience hota hy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        g han bhai jan forex se jinta b pairs hen un sub main trading hu sakti hen laking ko chaiye ke ziada paris par trading mat kare kiwn ke jitna kam parirs main hum trading kare gay utna e ziada un pairs ko ko samaj paye gay or hu ziada se ziada earn kar skte hen pher teradinng se
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Forex market mai buhot ziyada pairs hai aor sub ko cover karna sub mai trading karna possible nahe q k ap sub pairs k bare mai knowledge information gain nahe kar sakte ap sub pairs k technical analysis nahe kar sakte so lehaza apko chaheye k chand pairs ko target kare sirf osi par focus kare aor sirf ose mai he aone trading kiya kare bajaee k ap sub pairs ko cover karne ka sochay..
          Hum Forex trading ke sabhi bears made reading kar sakte hain isme Koi Masoom Nahi Hai but aap apni trading ke liye achi si planning Banaye aur achche analysis Kare altraide Banane aapki trade Lag Jayegi
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            G dear apki bat sahi hai agar apne sab pair pe focus kia to ap apna loss he karwate raho ge kiun k itni pair ko ap sahi se learn nahi kar paoge to best hai k ap 1 se 2 pair pe he work karen aur apni learning strong rakhen unke about acha knowledge gain karen to zyada chance hunge apke acha profit kama sakte hain aap
            • #7 Collapse

              sir forex mien hamain chahye k hum sirf slected pairs ya currencies per trade karian ager hum degar curruncies pe trade kerty hien or in ki hm ko samjh na hai to hamain loss zaror ho ga or kio bee apna loss na kerna chahye ga.
              • #8 Collapse

                G bilkul my dear ye to mumkin nai hai k hm aik aik pairs ka analysis kren q k uske fundamental analysis b krna hota hai or technical b. Lekin hmen sb pairs pr nazr zror rkahni chaey taky jis pr good profit bnany ka chance mily to us pr trading ki ja saky.
                Ya hmen chahye k 10.20 pairs ko select kr k bs un pr hi focus krne k kis me acha chance mil raha hai or kis me rang ki condition hai. Isi pair pr trade lgani chahye.
                • #9 Collapse

                  Janab forex market may ap har currency pair par trade kar sakty hain yi har trader ki marzi hoti hay k wo konsay pair par trade kana chahta hay, Mukhtalif brokers different currency pairs and commodity pairs provide karty hain, koi broker ziyada pairs par trading facility provide kar tah hy tu koi broker kam trading pairs par trading facility deta hy. Lekin is may ak baat yi hay k har tader ko har currency pair ka knowledge nahi hota.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    sabhi pairs main trading nahi ki ja sakti.or na hi sabhi pairs kay baray main knowledge ko hasil kiya ja sakta ha..ager hum 1 hi pair ko target karain.or apna sara focus usi pair main karain.to hum us pair kay baray main sab kuch jan sakty hai.is business main hamara target profit ko hasil kerna ha.or wo isi tarha possible ha.kay hum 1 pair main hi apna sara mind lagin.or usi main success hasil karain..
                    • #11 Collapse

                      Daer app forex main kesi b pair par trafe kar sakty hain likn ager app sab pair par ek time main he trad krny ka sochty hain to ye na mumkin sa hai ku ky app ko sab pair par trade krny ky liy har pair ke markeet ko anylize karna pary ga jo k kafi mushkil hai our us ky sath app ka account balnce b boht zaida hona chahiy behtr to yahi hai ky kam pair par he trade kia jay
                      our hmesha us pair par trade lgain jis ke markeet ko app achy sy anylize kar sakty hai
                      • #12 Collapse

                        Eik acha experience or achay business karny kay ley aapko chay kh ap forex kay seraf maksos 4 5 pairs ko study karin or on kay bary main knowledge hasal karin or onko samj kar inhin main tradeing karin es say apka knowledge or experience dono behtar houn gay or ap on pairs ki movement ko jaldi samj sakin gay es kay baraks agar ap sab pair main jany ki kosh karin gay to apko kesi b pair main experience nahi hoga or ap trading main kamyab nahi ho pain gain
                        All The Best Dear Friends
                        • #13 Collapse

                          bhai g ap sab pairs pe trading kar skty ho lekin sab pr trading karny ka ita koi faida nhi ha buaht sary pairs to easy hn k zyada tr un pe markt close hoti hai or jab be waha merkt on hoti tradnd itni tazi se change hota ha k ap ka adr loss ki trf trand gya hai to buhat juld ap ka acoount wash ho jy ga is liy ap jus un pair pe trade kary jis ka knowledge hai ap k pas
                          • #14 Collapse

                            Dear friend forex market mein sub pairs ki alag alag strategy hoti hai or trader jes mein apna knowledge or experience rakhty hein usi mein trade karty hein esi liye sub pairs mein hum trade to shru kar sakty hein mgr hum profit ziyada nai kama sakty or loss mein chaly jein gy es liye jes mein experience ho usi mein trade krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex market k sub pairs mai trading possible hai?

                              yes forex market kay sab pair main trading ki ja sakti hay. ager trder chahye to har pair ko test ker sakta hay. is kay liye trader ka account kafi bara hona chahye jo gold aur bticoin jesay baray pairs ko bhi trade kernay kay kabil ho. aur baki aisi metals aur cfd kay pairs per trade ker saktay jo kay market main kafi fast hotay hian.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X