Indicators ki iqsaam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ki iqsaam
    Forex market mein indicators dou qisam kay hotay hain aur koi bhi indicator use karnay sae pahele yeh zaroor check ker lain kay woh indicator.kya kehta hai kyun kay kuch indicators forecast kartay hain aur kuch previous trend batatay hain means kay kuch leading indicators hain aur kuch lagging indicators
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap tor pe ham indicator ko 2 qismon men hi dekhte hain aik lagging indicator hote hain aur dusre leading indicators hote hain
    Leading indicators wo hote hain jo apni value ke hissab se market k kafi advance chalte hain aur hamen koi bhi petten banne se pehlay hi signal de dete hain jo k hamare liye aksar galat sabit hote hain
    Lagging indicator aise hote hain jo k kafi sust hote hain aur hamen jab lagging indicator se koi signal milta hai to tab tak market men achi khasi movement ho chukki hoti hai isliye hamen indicator pe bilkul hi depends nhi rehna chahiye
    • #3 Collapse

      Indicators tou bohat say hai likan har indicators kay apnay rules hai jis kay mutabique hum indicator ko use krtay hai aur market ka trend maloom krtay hai. Market mai indicator ki madad say trend maloom krtay hai.
      • #4 Collapse

        Indicators forex trading market main different types kay hotay hain. Aap ko pata hona chiay kay aap jab bhi forex trading main trading kartay hain.
        Hamain chiay kay ham jab bhi indicator per trading karain.
        Hamain indicators ki types ka pata hona chiay.
        Indicators lagging indicators hotay hain or leading indicators hotay hain.
        Or kuch indicators hamain forecast batata hain or kuch trend jaisay adx indicator hamain trend batata hai.
        • #5 Collapse

          Gee haan brother aap nay theek kaha hai forex mein indicators tou bahut use hotay hain lakin unn ki main iqsaam keh lain ya unn ka main function keh lain woh dou hi hain aur aap ko forex mein yaqeeni kamyabi kay lye indicators kay functions ko seekhna bahut zaroori hai iss sae aap ki trading bahut achi hoti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            G Dear apki bat sahi hai lakin indicator pe depended trade kabi b na karen ap ne agar koi indicator use b karna hai to pehle ose demo account main try karen phr ose ap real account main try karen aur koshish karen k apni learning strong karen technical anylisis strong karen trend ko anylis karna sekhen ye sb best hai apke lye

            اب آن لائن

            Working...
            X