Forex main news per bigger lot na lagain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main news per bigger lot na lagain
    Forex trading main aap ko news kay waqat bigger lots nahi lagani chiay aap ko maloom hona chiay kay forex trading main jab aap trading kartay hain.
    To apnay risk factors ko calculate kar kay lia karain or trading kartay waqat sirf normal trading karain.
    Aap ko chiay kay money management or all factors aap mind main rakhain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    News k doran market ka koi aik trend nhi hota hai aur agar ham iss waqt market ki tez movement ko kekh kr greedy ho jate hain aur big lots ko use krte hain to hamen results loss ki soorat men hi milte hain
    Hamen always hi small lots ko use krna chahiye aur news k doran to zaruri hai k ham trading na kren agar ham koi trade open krte bhi hain to hamen small lots ko use krna chahiye
    • #3 Collapse

      Dear fellow aap ne buhut ache information forex trading ke related share ke hay is business may international market ka buhut asar hota hay is liay international news say apnay aap ko bakhabar rakhna buhut zarori hay our is k saath saath Mark and tradTra ka experience bee buhut zarori cheez hay
      • #4 Collapse

        forex market me news ka bohat effect hota hai agr tu apka account chota hai tu ap news per koi bari lot na lagaye agr tu apko pata hai ke apko ya news faida de gi tu ap money management kar ke lot size laga le agr zaida lot size lagaye gy tu account wash hone ka b khatra rahta hai tu ap koshish kare ke lot size chota hi lagaye forex me news bohat effect karti hai apna account wash hone se bachaye.
        • #5 Collapse

          Forex news mein bigger news koshish karain kay na lagain iss sae aap ko kisi baray loss ka samna ker par sakta hai aap koshish karain kay bari lot na lagain aur agar laga bhi letay hain tou order point sae 50 pips up aur 50 pips down ka take profit laga lain kyun kay news mein market itna ouoer neechay move kerti hai
          • #6 Collapse

            ye bhai jan main apki bat se 100% agree karta hum hum ko forex main news dekh karna long trading nahi lagnai chaiye hum ko chaiye ke lot up or down laga kar e trading kare har trade par kiwn ke is se loss ke chance kam hu jate hen
            • #7 Collapse

              News kay waqat srif wp trader he trade kray. jin kay pass forex market ka knowledge aur experience ho. En traders kay pass confident bhe ho tou wo market mai news kay waqat trade kr sakty hai. kyu k news kay waqat market ki movement fast hoti hai.
              • #8 Collapse

                yes dear aoki bat sy agree kron ga ap ny bilkul theak kaha hai humen apni trades ko manage krna chye news time py specific lot size select kren bigger lot size selection sy apka account less time ma fast wash ho skta hai profit to apko qismat sy hota hai lkn loss apko har bar he hota hai
                apko chye ky trading ma risk factors ko zehn ma rakhen aor zeyada sy zeyada knowledge aor experience hasil krne aor applied knowledge trading ma use kren
                • #9 Collapse

                  News kay waqt market mein bahut tezzi hoti hai jis ki wajah sae agar aap bari lot ki trade lagatay hain tou uss mein loss ka bahut zayada khatra hai iss lye aap ko chahyea kay subah daily news ko check kya karain agar koi khas ya aise news ho jis sae market mein tezzi annay ka pata chalay tou apni trade small lot ki lagain ta kay loss ka khatra na rahay
                  • #10 Collapse

                    news pay trade kerna asan nae hota ic time man marekt buhut fast movement show kerti ha ic liye experts bhi ic time zyada risk nae lyty. kun market soem time buhut volatile hu jatti ha.
                    • #11 Collapse

                      g han jab bi news aa jy to us wakat trade lgany sy bachy kuen ky us wakat market bahut zida tez ho jati hy aur jb market main tezi ho gi to ap ko bahut zida nuksan ho sakta hy is leay ager ap ko trade kerni bi ho to ap apni lot size ko kam kr ley jis sy ap ko kam nuksan ka samna kerna pry ga
                      • #12 Collapse

                        g janab bilkul aisi hi baat honi chahiyay because hum main say aksar trader news anay say pehlay lalach main aye hotay haain aur chahtay hain kai news pay zaida say zaida profit earn kar lain lakin hota hamesha us ka ulat hi hai zaida profit kamanay kai chakar main bari lot kai sath enter hotay hain aur loss karwa bhaitatay hain.
                        • #13 Collapse

                          Yes dear brother forex main news ka bohat aham kardar hota hay es lay jab b news any wali ho to trade open karny say gorez karni chay or agar open b karni ho to lot siz kakam say kam rakhin qn kh os news say market apki trade ky oul b ja sakti hay or apko bohat bara loss ho sakta hay
                          Behtar yahi hay news k waqat tradeing na karin balkh ja news ka impact market main show ho jay tab achy analysis kay bad tradeing karin to apko inshallah acha profit ay gay
                          All The Best Dear Friends
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            dear forex mai ap ko kabi b risky trading nhn karni agar ap chahte ho k ye business ap aage tak le kar chalo gy tu he ap apni life ko enjoy karna ho ga lehaza ap ko chaiye k ap behtreen faida hasil karo aur jasie jaise ap mehnat karo gy ap ko reward b aur b behtreen hasil ho jaye ga lehaza ap ko kabi b loss nhn ho skta hai....

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X