account wash hone ki aik waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account wash hone ki aik waja
    Jab hum trading kartay han tu aik trade open kartay han tu us mein loss hota hy tu hum emotional ho kar aik aur trade ziada lot size use kar k open kartay han taakay loss recover ho Jaye lakin agr market aur move karti hy tu account wash ho jata hy is traha nhi karna cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear yahi main waja hai forex mai loos ki ka hum trade pr trade krta hain for example ka huma agr loos ho jaya tu huma apna emtions ko control krna chaya na ka foreign dosri trade open krni chaya ta ka ko dobara loos na ho jaya agr asa karian gain tu loos tu paka ho ga or ho sakta hai ap ka account wash bi ho jaya trade pr teade kabi mat karian loos hona ka bad market ko tohri dar ka lia chor dain foreign trade mat karian ya hamari sab s bari kahlti hai jo aksar hum krta hai or nuksan othata hain
    • #3 Collapse

      G dear ap ny thik kaha hai forex mai acvount wash ager ap greedy ban jaty hai to acvount wash ho jata hai ager ap ko loss hota hai to ap ko chye sabar kry trading na kry jub ap trading krty hai to ap ko zryada nuksan hota hai is waja say account wash ho jta hai
      • #4 Collapse

        Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k ager hum lalach me aye ge aur jo hamy profit ho raha hai thora bohat uss bhi hath dho bethy ge aur hamari sari mehnat zaya ho jaye ge
        • #5 Collapse

          trading krta waqt hum emotial ho ka trade pr trade kr data hn so hum ko asa ni krna chaiya.trading krta waqt pahla aik trade krin.
          • #6 Collapse

            account wash honay say trader ku buhut dukh hota ha or ic say trader ku aik acha business continue kerny say mehroom hu jatta ha. ic liye account wash beri lot say hota ha trader ka ic say khud ku bechayn.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              g haan bhai jaan account wash hone ki waja aik ye bhi hota hai k ham as main mihnat nahi karte hain q k as main ham ko mihnta karna chaiy hai

              اب آن لائن

              Working...
              X