Indicator har wakat market mai kam nahi krta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator har wakat market mai kam nahi krta
    Dear members hum indicator pr 100 percent belwive nahi kr sakta os ki waja ya hai ka forex trading mai indicator har bar correct signal data jab market mai bari economically news ati hai ya koi bara event hai tu os wakat indicator fail ho jata hai or huma wrong singnal provide krta hai or loos hota hai is lia hum indicator pr fully trust or believe nahi krta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes brother ap ki bat tk ki hai indicator har wakat sath nahi data kahs tor pr tab jab koi strong news market ki ah rahi ho ya koi press conference ho is waja s market indicator ka opposit chali jati hai or agr ap na is wakat indicator ko dahk kr trade lagata hain tu yaqeenan loos ho ga ap ko is lia kabi bi zayada believe a karain indicator pr warna loos ka samna krna pahra ga ya nahi ka indicator ko chor dain nahi tohra believe karian indicator pr laken news or event ka wakat nahi wasa normal routin mai ap indicators ko market pr apply kr sakta hain thanks
    • #3 Collapse

      sehammalik app ne jo bath ki h wo teak h k kabi kabi indicator kam karna chor dyta h or ghalat signa dy rahahota is liye news ko parna/sonna chahiye or indicator pr total barosa nahi karna chahiye or ikhtiyath karna chahiye ahgar app ikhtyath k sath kam kary to app kabi b loss m na jaye
      • #4 Collapse

        Sahi kaha hum log indicator pe yaqeen rakh sakte hain aakhir kaar wo kisi person ke through hi aate hain agar dekha jaye to hum logo ko kisi aur ke signals and strategies use karne se behtar hai ke hum khud ki hue studies pe kaam karen and us ke according strategy create karen and us ke according hi trading karen jis ka at least hum ko andaza bhi hojayega ke trading kese kaam karna hai and hum logo ko aise experience bhi gain hoga and skills development bhi.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Bhai apki baat se main agree kerta hon. Indicator koi bhi hundred percent accurate nhen hota. Basicaly indicator bhi previous history ko follow ker rha hota hey aor woh wohi result deta hey jo phly isiterhan ki situation main is ney dia tha. Jeb bhi trading kerain to indicator aor apny experience ki buniad per kerain.

          اب آن لائن

          Working...
          X