Question Luck, Education & Experience.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    luck se acha hai ke aap education hasil karo forex ki or forex me kamyabi wahi pata hai jis ke pas is business ki knowledge ho or experience ho warna jo luck per depended rehta hai us ko kamyabi hasil nahi ho sakti hai is me .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere kheyal mein to ye teeno cheezain hi buht buht aham hain forex mein pehle ap jo bhi business start krte hain us ke bare mei education hasil krte hain then us ko try krte hain experience gain krte hain aur iss mein luck bhi ap some time try krte hain
      • #18 Collapse

        I think forex main education or experience bohat important hai trading karnay k liye luck par depend ni kar saktay ap q k forex aik real business hai koi game ni luck par depend na karay........
        • #19 Collapse

          bhai forex trading aik bauhat aacha business hai iss main aik tu app kay pass forex trading kay hawalay say aachi khassi knowledge honi lazmi aur jitni app kay pass knowledge hogi app ka experience utna hi ziada hoga aur app ki luck bhi bauhat important hoti hai lekin mere hissab say sab say ziada knowledge gain karnay ki importance hai forex trading kay business main
          • #20 Collapse

            In teeno main mere khyal main forex main luck k begari bhi kaam ho sakta ahi agr aap k pass baki do cheezin hn tu agr experience aur education achi ho tu forex se earning karna koi mushkil kaam nhi hai
            • #21 Collapse

              humara luck hume bhot kuch de sakta hai lekin us say b zyada humara experience hume de sakta hai forex me is lye hume apnay kam ko samjh kar he karna chahye aur kam ko karna chahye.
              • #22 Collapse

                Assalam.o.Alikum dear according to me two things are most important in forex trading education and experience and ager koe mehnat karta hay education and experience get karny kay leay to wo es kamy may taraki kar lyta hy or apny dreams poray karta hy
                • #23 Collapse

                  3eno hi chezeen hon to to guzara chalta ha is k bgair kuch mumkin nahi ha or yani forex trading me hamari luck kici had tak hamari bohat help karti ha or hamara experience bhi hana chahye ta k ham ham luck k uper hi na baithe rahen .
                  • #24 Collapse

                    Education and experience is key to success Forex is very easy business and very profitable when you learn very well in the world many trader forex there main business but at first practice demo account then trade real account so sometime depend luck
                    • #25 Collapse

                      ya sari chezzy bht zayada matter krti h ham ko chaiya ham in theeno ma barabr mahnat kray jis s ham ko faida ho sakta h r ham kamyabi s is ko pora kr sakty r kanyab ho skty h
                      • #26 Collapse

                        forex mein sub se pehle to expirence buhat important part hain kiun ke jub aapke pass acha expirence hoga to aap full confident ke sath trading karengey aapke mind mein poore planing hogee aap market ko samajh sakte hunegy uske baad aapki luck bhe effect kerte hain aapke trading per aur han ek eucated person ache trading ker sakta hain uneduacated ke muqable mein kiun ke ek educated forex ko ache tarah learn ker sakta hai
                        • #27 Collapse

                          I think education and experience ziyada important hain kyun k agar ap k pass experience hoga to ap easily trading kar lo gy agar sirf luck py depend karo gy to ap ko wait karna pary ga k kab ap ka luck kaam kary kab ap ki earning ho.
                          • #28 Collapse

                            yes forex mai agar ap ky pas education ,luck or experience hai tho ap asani sy aik acha trader bansakthy hai or apny investment sy unlimit earning karsakthy hai ap apny sary dreams ko bi complete karsakthy hai forex mai experience or knowledge boht importan role play karthy hai
                            • #29 Collapse

                              mry khayal sa to experience in teenu cheezo ma sa he importanat ha ku k isky bgar profit mumkin nahe ha .... apky pass acha experience ho to phir kisi chezz ki zrrorat nahe ha,,,
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                luck,education or experience ki forex main bohat ehmiat hai kun ke inhi cheezon ki waja se aek trader acha trader banta hai or success ko hasil karta hai.yeh basic need hai forex ki

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X