sirf candles ky open close py trading na kren baki factors bhi monitor kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sirf candles ky open close py trading na kren baki factors bhi monitor kren
    dear mmebers bahot sary dost hain jin ko agr candle ki open close ki smjh ajaya aor unian candles ky behave ka maloom ho jay to bs phr wo baki chezon ko ignore kr ky candles ky oechy lg jaty hain
    mery aisy traders ko mashvra hai ky apko baki factors ko bhi monitoring krni chue economic calendar ko bhi update leni chye apko maloom hona chye ky jub news data release hota hai to phr apki candles bhi apko dokha dy jati hain lehaza apko just candlestick ko he nhi dkehty rehna chye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap na teahk kaha hai serf ap candals ko dahk kr trade open na karian ap analysis karain stretagy use karain ta ka ap ko trade mai loos na ho agr candels ki bat krta hain tu ap support or resistance pr trade krta hain laken sath analysis lazmi karain kiun ka kabi kabi market support or resistance ko crosse kr jati hai or hamari trade loos mai chali jati hai is lia analysis or indicator ki bi madad lain trade lagana ka lia
    • #3 Collapse

      Aapki baat darust ham only candles k open and clos pe bhi trade nhi le sakte hain hamen achi trading k liye zaruri hai k ham apne account ko bhi achi tarah se run kren
      Achi trading k liye hamen candles k sath sath market men support and resistance levels ko bhi mind men rakhna hota hai aur fundamental analysis k bhi sath sath chalna hota hai tabhi ham kamyab ho pate hain
      • #4 Collapse

        han g ham janty hai k forex risky kah hai or is main jab tak ham market ko understand nahe karty us time tak ham yahan se kuch b nahe kar skty or to is risk ko kam karny k lai ham ko chahiy k ham different strategy use krain ham ko just ik per trust nahe krna ho ga. or jahan tak mery trading ki bat hai main candle pattern or support and reistance or macad or moving average ko use krat ho or jab tak un all factor se mujh ko trading signal na milly main us time tak wait karta ho . or bad main order lgata ho. q k mujhy pta hai k jab main order lga lo ga to bad main kuch nahe ho ga .
        • #5 Collapse

          app ki bath se m ithifaq karta hn q k ye sach h k sirf candle ko dek k trade nahi karni chahiye q k ye mery sath khod howa h k candle ko dyek k m kam karta ta lykin kafi bar kam m noqsan otana para h to baqi fiktar ko samaja or os p ghour karna kafi zarori h q k is k ilawa app ko noq san ho sakta h or app forix se mayus ho sakty h to khosh reh k kam karny kly app ko sb chezo samag na zarori h
          • #6 Collapse

            dear apki baat theek hai kisi ek e factor p depend nh rhana chahye kuch or factors ko use krna chahye par yahan py agr koi ek factor apko achy tarh smjh agya hai or ap ospy trading bhi achi karty ho to apko zaroorat nh hai ki ap kisi or factor ko use karen jb tak ap factor ka scope down nh hota,,
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
              dear mmebers bahot sary dost hain jin ko agr candle ki open close ki smjh ajaya aor unian candles ky behave ka maloom ho jay to bs phr wo baki chezon ko ignore kr ky candles ky oechy lg jaty hain
              mery aisy traders ko mashvra hai ky apko baki factors ko bhi monitoring krni chue economic calendar ko bhi update leni chye apko maloom hona chye ky jub news data release hota hai to phr apki candles bhi apko dokha dy jati hain lehaza apko just candlestick ko he nhi dkehty rehna chye
              Ji Bhai ye baat aap ki bilkul theek hai hame syrup pattern kohi Dekhkar trading start nahi kar dena chahiye Banke Hame market ko acche se samajhne ki try Karni chahiye aur uske baad hi trading Karni chahiye
              • #8 Collapse

                candle s humen kafi achi opportunities deti hain trading ki lkn aik bat apko yad rakhni chye ky trading ma bahot sary awamil hain jin ko factors kaha jata hai jo marlet ko affect kr rahy hoty hain lehaza apko in aub ko made nazar rakhty huy kam krna hota hai trading ma apko management planning skills aor strategies ka frame work bna ky kam krna hota hai tb he apko faida hai aik he tareeka aonana bhi koi faida mand nhi hai
                • #9 Collapse

                  Yes bhai ap ki bat tak ha forex market k candles kabi kabi bandy k mazaj k mutabiq kaam karlety ha lakin agar hum short tima frame pa candles ko dekty ha to us sa aksar hamara dhoky ka chance zyada ho jata ha so buhut zrori ha k candles k sat sat market k tamam facters ko dektu hoye trade lagaye
                  • #10 Collapse

                    Re: sirf candles ky open close py trading na kren baki factors bhi monitor kren

                    forex mai trading karny ky liye hamy siraf candle py depend nahi karna chahey hamy market ky rules ko follow karty howe bake factors ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: sirf candles ky open close py trading na kren baki factors bhi monitor kren

                      forex mai candles ko use karna hain o hamy expert trader banana chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik online business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: sirf candles ky open close py trading na kren baki factors bhi monitor kren

                        hamy apny experience ky mutabik forex mai trading karne chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai candles ko use kar ky be kamyabe hasial kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X