Are real trade difficult then demo trade?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    real or demo tradings me koi farq ni hota he or dono market aik sath move karti henagar dopn me koi farq he to wo ye he ke aap demo me jo profit karo wo ap withdraw ni kar skatay hen. real me hamri feelings involve hoti hen is kye hamen ye difficulyt lagta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g ha real trading account demo trading s mushkil ha demo khyali trading ha or real trading real hoti ha is liye dono ki apni ahmiat ha
      • #18 Collapse

        G han ic me koe shak nh hy k real trading demo say mushkil hyn q k real trading me hamari real investment hoti hy aur demo to just paractice k liye hota hy to real trading demo trading say bht ziyada mushkil hoti hy.
        • #19 Collapse

          yes friend sab se bara differnece to ye hy ke Demo main ap apna capital loss nahi krte wo sirf practice krne ke liay hota hy aur live main agar ap loss krte hyn to capital bhi loss kr dete hyn apna....
          • #20 Collapse

            dear friend jee han demo account may jo hum pratctice katay han us may humy loss k katra nai hota aur humy bonus jo milta han woh real nai hota but jab live trading karaty han hum us k ander humy loss k boht he katra hota han but bonus reall hota han
            • #21 Collapse

              is ki wajah yeh hoti he ke demo account bana hi is liye he ke real account par masla na ho laikin jab ham demo account ko sahi tarah se useful nahin abnayenge to zahir he hamain real account par faida nahin hona he balke ulta nuqsaan hi hona he to ahmain yeh dekhna he ke ham kaam kis tarah se karrahe hen aur kya karrahe hen
              • #22 Collapse

                Nahi bhai jan aisi bat nahi hai bus demo account aur real account mein differance ye he hai k hum jab demo mein trading karty hain to humain koi tenshion nahi hoti lekin jab hum real account mein trading karty hain to hum thory ghabraye se hoty hain k kahi humain loss na ho jaye.
                • #23 Collapse

                  bhai demo and real 2nu ki market tu ek hi hoti likn frq ye hota he k ham demo me profit nikal nhi sakhte hen and hamen us me koi losss ka bhi dar nhi hota he ham fresh mind ho kr kam krte hen real me hamen loss bhi hota he and ham profit bhi nikal sakhte hen
                  • #24 Collapse

                    gee haan real trade demo trading key muqaabley bohat hi difficult aur risk taking experience hai becz demo trading mein tou aap fake yaani virtual money use kartey ho jaabke real trading aapkey paisay laagay huwe hotey hain
                    • #25 Collapse

                      G han dosto maraykhayal main to real trading banisbat Demo trading kay zayada difficult ha is leya kay Demo to aik practice account ha or is mainhamain loss ka dar b nhe ho ta or is main hamain sirf faida he hota ha jab kay real trading ko hamain bohat zayada soch samjh kar karna parta ha is leya kay is main hamain profit kay sath loss b ho saktat ha.
                      • #26 Collapse

                        ha real trading demo se thori se mushkil hai wo es waja se keyo k yaha loss ka khatra ho ta hai agar wo ham na feeel kare tu profit be hai bohat aur maazday business hai maa tu real mai he hai dear
                        • #27 Collapse

                          Mere khayal se jo sub se bara reason hota hai woh yeh hai ke jub hum demo account open karte hai by default woh $5000 ka hota hai jo kabi kabhi khatam nahi hosakta isliye humhe demo account mai kam karna easy lagta hai aur profit bhi zyada nazar ata hai aur phir jub hum real account open karte hai to almost $100 ka hota hai jo ke aik mini account hota hai aur phir is account mai hamare loss ke chances bohat zyada hota hai to mere khyal se ap demo account utne se hi open kare jitna ap real account mai investment kar sakte hai.
                          • #28 Collapse

                            dear real account me trading demo account trading se es waja se difficult hay k demo account me hamy capital ki fikar nahi hoti or ham trading kar lety hey, real account me esy nahi hota capital loss hony k dar se ham trading me ghaltia kar jaty hey.
                            • #29 Collapse

                              jee han kyu ke demo me ap bina dar trade lagaty ho or demo me capital xiada honay ki waja say ap ka margin be xiada hota hai or kam say kam volume be 1 ka lagta hai thas y demo ap ko easy lagta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes dear friend demo account aur reall me thora bohat farak to hota hai busines sitution change hoti hain es me agar loss ho to reall me hota hai so us ki b kafi tention hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X