New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...
    AoA dear main aap sabse yeah help chahata hoon ke jab ek new trader apni sabse pahle trade lagata hai to usy kin baaton Ka khayal karna chahiye ya phir usse kya baat hai jo Apne mind mein rakh kar trade lagani chahiye jisse wo nuksan se bache sake aur usse profit ho.kindly aap apne experience se meri help rkare aur apne valuable comment zarur share kare jis se mujhe bahut fayda ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Walaikum sallam dear new trader ko pehlay tu demo account per achi tarha practice kerni chayi aor jab bhi real account say order place karay tu pehlay achi tarha analysis karay news ko bhi madde nazar rakay aor lot size hamesha kam rakay is kay saat saat take profit aor khas ker stop loss ka option zaror use kiya karay ta kay mazeed loss say apka account save reh sakay.
    • #3 Collapse

      Dear agar apne forex ki market main enter hona hai to sab se pehle trend ko anylis karen us k bad uske support aur resistance level ko dekhen ta k ap ko market ki agli support ya resistance ka pata ho k market ne kaha tak jana hai kaha se return ho sakti hai aur news aur calander ko achi tarha anylis karne k bad he trade enter kia karen
      • #4 Collapse

        koi bhe new trade lgatai waqqt hmaain kch btaOon ki zehn mein rakhna chahiyai k hmare pass ak sahe plan hona chahiyai jis py maal kr k hum trading kraain aur hmaain trade lganaj se phlai full analysis krna chahiyai k ta k hum decide kr skkaain k hum.sell ke ta buy ke trade lgaain gyy aut dsra k hmarai ps plan B hona chahiyai jiss se agr hmain loss hojai to hum recovery kr laainn
        • #5 Collapse

          Bhai mere khayal me ager ap ko market ko read kerna ata hy to yeh ap k lye boht behter hy ap hamesha market k trend ko nazar men rakhen or trend k hisab se sell ya buy ki trade lgain
          • #6 Collapse

            salam bhai jan ap ne bahut achi sawal pucha he dekho yar new trad lgate wakat ap ne candle ko folw karna hoga q ke markeet ko smajhne se pihle ap ko chahye ke ap ko candle ka bhi pata ho agar ap ko i9s ke bare me bhi pata nhe to ap ko chahye ke ap kisi senior se puch ke trad lgaya karen
            • #7 Collapse

              jb bi ap new trad lgty han tu sub sa phly ap ko market k trnd ko daikh lena chiya phr best pair slect kren aor phr us pa trad lg den .aor jb trade lg jya tu bht hi zarori ha k ap us pa sabr sa kam len kafi log trade lga kr sbr sa kam ni letay wo apny profit ko bi loss main la jaty han.
              • #8 Collapse

                Forex pe new trade Lagate Waqt Hame Apne demo account se Hasil hone wale experience our knowledge ko mind me rakhte Huye Sabar se kam lekar trade Lagani chahiye aur hame jazbaati nahi hona chahiye aur apne emotion ko control Mein rakhte Huye apni trades Lagani chahiye Jis Se Hame loss ka risk kam ho jata hai aur Hamara profit cousins zyada ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Walaikum Sallam bhai new trade lagty wkt bohat c cheaz ko mind. A rakhna parta hy us wkt ki market value kia hy ko C cheaz up ja rahi kon c down ja rahi World news kia hain un say kia kai cheaz effect ho sakti. Big country k decide kia hain ya Sab cheaz Ap k mind ma hun phr Ap jis pair par trade laga rahy us ka anylises karin t Trade lagain. To Ap ko profit ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...

                    hamy new trade lagaty wakt market ka tazia lena chahey or is kyliye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyab ho gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...

                      agar hum forex mai new hain to hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ky mutabik trend line py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai agar hamare trade loss mai ja rahe ho to hamy himet kar ky isy close kar dena chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...

                        new trader lagane k liye bhto c chezo ko mind man rakna hota hain qk forex main bhot he dehan say kisi b paris main entry karni hogi hain haar chez ko dekhan hota hain chert main ye b dekhna hota hain k entry kaha say leni hain and pher chert main ye b dekhna hain k exit kaha hona hain and khaas chez lot size hain qk lot size ka forex main bhto he khaas kirdar hain
                        • #13 Collapse

                          Re: New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...

                          checking screen Ko Hum Pakistan mein as a currency bank is liye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in sacral ke account mein balance Bada Rahi aur US dollars is value increase Ho Jaye to Hame us Se Zyada Pehle Se Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab page dollar ka rate increase
                          • #14 Collapse

                            Re: New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...

                            agar hum forex mai new trade laga rahy hain to hamy acha knowledge or experience hasial karna chahey or market ky rules ky mutabik kam karna chahey hamy market ky up down ko zaror dahkna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New trade lgaty waqt kin cheezo ko mind mein rakhna chahiye...

                              training most important part rakhti Hai market Mein kaam karne ke liye jab tak trading Karte Jaenge iske sath sath market training To Hona bhi zaroori hai ki Internet ki website Se Mil sakti hai Kaun hoyega sabse pahle Hamesha hi kya mai apne kaam par focus karna chahie Jitna Hum Log Apne kaam par focus rakhte Hain utna kamyabi ke sath Hum Log trading kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X