Why some people dislike trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    Kun ky wo khaty hain ky ky ya faik hyy orr ya companyinan bhag jatyi hain lakin ya jhut hyy un ki glat famii hyy kun ky un ko khud pasy niklwany ka method nhe pata hota hyy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      some people dislike forex because this business is like gamble. but for me forex is not a gamble. forex is a real business. it's the best and most profitable online business in this world. forex is very good business to earn regular money. I love forex
       
      • #1143 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Alirana417 پيغام ديکھيے
        iska simple sa jawab yeh hai jo jin ko trading nahi ati wo log trading sey nafrat kartay hen.
        bilkul shai bat agre qith you aesa he hai ma na bhia esa he dwkha hai jo log loss kr jaty hain wo phr iss ko na pand krty hain wanr ajin ko.iss s aacha khasa pesa milta ho wo q iss ko dislike krin.gy hai na
        • #1144 Collapse

          "

          forex trading ko kuch log is lye dislike kartay hain q kay wo forex trading ko gambling samjhtay hain aur wo forex trading main earning karnay kay lye shortcuts search kartay hain lakin jab un ko koi shorcut nai milta hai to wo forex trading say nafarat kartay hain forex trading main jo trader achi earning karna cahhta hain un kay lye hard work zrori hai

          "
           
          • #1145 Collapse

            kun k ye log trading k bary me zeada malomat nahe rakhty to in ko es me loss ho jata ahy ya wo malomat rakhty hn to wo es me lalach kar jaty hn jo k loss ke sab se bare waja ahy
             
            • #1146 Collapse

              "

              forex trading ko kuch log is lye dislike kartay hain q kay wo forex trading ko gambling samjhtay hain aur wo forex trading main earning karnay kay lye shortcuts search kartay hain lakin jab un ko koi shorcut nai milta hai to wo forex trading say nafarat kartay hain forex trading main jo trader achi earning karna cahhta hain un kay lye hard work zrori hai

              "
                 
              • #1147 Collapse

                "

                jo log isko proper study nahi krna chahtay aur na hi time dena chahtay hain woh 1,2 traders kay loss ka sun kar hi keh detay hain ke yeh fraud he ya yeh sahi nahi hai. woh is par research karnay ke try hi nahi krtay.

                "
                   
                • #1148 Collapse

                  "

                  forex tradign ke kafe sare like nahi karte ha kayo ke ye risky ha bussiensss ha lakne bahi agre hame acha tradign knowledge hasile kare to ap kafe acha earn kar sakte ha tradign se

                  "
                   
                  • #1149 Collapse

                    The leverage is one of the most dangerous things in the field of forex which is calculated by how much you will gain or lose from one point in the deal, a double-edged sword must be careful and good management of capital
                    • #1150 Collapse

                      loss uthany k baad zahir hy halaat achy nah hoty mental distrubance hte hai kuch smj anhe ata k ab kiya kiya jaye dukh b hta hai apni mhnat ko zaya hte dk kar lekin is sb se mazid kam khrb hta hai bhtar hy khud ko smbhalen or kam pe dhyan dain
                      • #1151 Collapse

                        Forex main wo he success ful hai jis ny forex ko achi thra learn kia ho ga jatna us k pas exparince ho ga wo uthni achi trading kar k achi earning kary ga.forex aik bht acha business hai .aur humain zayda sy zayda hard work karna chyie.tb hum aik success ful trader bany gyn.
                        • #1152 Collapse

                          orex mai trader banne ke lye bhat mehnat ki zarorat hai ,learning karna parhta hai ,, practice karna parhta hai lekin kuch logo se ye nahi hoota es lye wo forex ko pasand nahi karte forex mai practice bohot jaruri hai...... agar hum regular practice karenge to hum bohot assani se forex ka harr ek kam sikh sakta hai....... aur practice ki liye hum demo account use kar sakte hai.
                          • #1153 Collapse

                            gold trading tak jany k leya kuck time or envestment ki zarourat hoti hai es k bena apa gold trading nai kar sakty or jab kesi my kuch time ho jay tu ap gold trading hasil kr sakty hain
                            • #1154 Collapse

                              Dear is business ko log isi liye dislike krty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss b ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt sbr se kam kreen kyun k is business me loss is business ka hisa ha isi liye hmen jazbat ko qabo rkhna chahe,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                "

                                forex trading ko kuch log is lye dislike kartay hain q kay wo forex trading ko gambling samjhtay hain aur wo forex trading main earning karnay kay lye shortcuts search kartay hain lakin jab un ko koi shorcut nai milta hai to wo forex trading say nafarat kartay hain forex trading main jo trader achi earning karna cahhta hain un kay lye hard work zrori hai

                                "
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X