Why some people dislike trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Kuch log loss hone ki waja se shayd trading pasand nahi karte but wo ye nahi samajhte k loss may b unhi ki waja se hoa ho.... jin logo k pas trading ki knowledge nahi hoti achi learning aur experience nahi hota .... market ko sahi trha se samjhte nahi hain un logo ko loss hota hai aur wo loss hone ki waja se trading se nafrat karne lagte hain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      G kiun kay trade karna buhat hi mushkal kam ha aur iss liye log iss ko pasand nahi karty hian aur agar woh trade karty hain to iss say un kay andar kaam karny ki himat aur hoslay ki faza kaim ho jati ha aur aur trade main nafa aur nuksa n dono chezain hi chalti hain iss liye trade buhat yad himat aur hoslay say karny ka naam ha aur sath main aghy barhny ka bhi iss min humara hi faida ha aur sath main aghy barny ki lagan aur himat bhi ha
      • #48 Collapse

        mere khyal se trading karne ke liye ap ko mehnat karni parti hai or ap ko experience bhi hasil karna parta hai or learning par bhi concentrate karne parta hai jis ki waja se kafi log forex trading ko dislike karte hain
        • #49 Collapse

          dear brother bahot say log is ko like nahi kartay hai our who is waja say jesay ik larka gambling karta hai our who trading chor deta hai our pher jub koi more ik learning walay ko ik hi question say pokarta hai who our how hai loser k har ik trade loss may close kar gay esay hai wesay hai trading who khud tu gambling kar kar k loser ho jata hai but jub learner koi winner dekta hai tu who jells hota hai dear brother
          • #50 Collapse

            yar mein to is mein new hun or mjhay itna experience nai hai mjhay to aye hoye eik maheena bhi nai hoa hai likn yeh sawal acha hai mein bhi janna chahunga k why actually people dislyk this bussiness
            • #51 Collapse

              because majority logo ka aam perception forex trading k bary me yey hay k ye business bohat risky nature ka hay q k is me aik to ap ke earning fix nhi hote aur dosre bat yey k is business me loss hone k chances profit honey se khi zaida hay.Isi waja se aksr log forex trading ko gambling smjhty hy is lye is me invest krne ko haram smjtay hay.Aur aksar log
              jo is me invest kr rhe hote hay un k pas incomplete knowledge hote hay trading k bary me or wo apne incomplete knowledge k sabab investment loss kr dete hay
              • #52 Collapse

                dost g boot se log is patrom ko is liy dislik karty ahyn ku kah yah un ko suit nhi krata hy , or woh log is mai bar bar har jaty ayn , yai hum sb ky lioy aroori hay or bhoot aah bhi hay..
                • #53 Collapse

                  Q k is main loss k kafi chances hoty hain .. unhe sahi tarha say iski malumat nahi hoti ... zara si ghlati bhi humay lay dubti hai ... isi waja say log forex pay trading nahi karty....
                  • #54 Collapse

                    salam world me her tarha k log hote hen sab ki apni apni raye hoti he kuch log aese hen jo trading k peshe ko dislike kerte hen jo k un ki lailmi he wo is k bare me zada knowledge nai rakhte hen jabhi aesa kerte hen wo is business ko haram kehte hen aesa bilkul bhi nahi he ye ek halal rozi he ............thanks
                    • #55 Collapse

                      mere khayal se forex ko na pasand karne ki aik hi waja ho sakti ha ke forex par loss hua ho ga is liye log forex ko dislike karte ho ge forex par loss ho bi jae to is mai koi bari bat nahi ha ap again forex par kam start kar sakte ha
                      • #56 Collapse

                        wo iss lie like ni krty trading ko kyun k wo smjhty hain k time bht zaya hota hai r hamare pass knowledge b nahi hai forex k bare main dar hota hai unk dil main r un k andar confident b ni hota k wo trading krain
                        • #57 Collapse

                          bohat se log trading ko is lie dislike karte hain kun ke unke pas trading skill nahi hota jis ki waja se unko trading karni nahi ati or un ke pass trading ka experience bhi nahi hota jis ki waja se wo log trading k dislike karte hain
                          • #58 Collapse

                            dear actually forex is not too easy many people start forex and think that forex is very easy , but when he start forex they face many problems because forex is very complicated so then these trader leave forex and dislike forex
                            • #59 Collapse

                              bhai forex trading aik bauhat aacha business hai kuch log trading ko dislike ya na pasand kartay hain us kay peechay wajah yeah hai kay un ko study karna pasand nahi hota woo log chahtay yeah hain kay un ko biya kuch kiye hi trading main sab kuch mill jay magar aisa hona impossible hota hai is ki study karni parti hai app ko iss businesss ki learning kay liye app ko bauhat mehnat karni parti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex ko wahi dislike karta hai jis ko is business me kaam karna nahi ata hai or jis ko is business ki knowledge nahi hoti hai warna is business me just profits he profits hain loss nahi hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X