Forex market ka banks se relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ka banks se relation
    Forex market ka three banks se relation bahot hi strong hey jo key market me hony wali changing esi banks ki policies par depend karti hey,
    1. investment bank
    2. central bank
    3. commercial bank
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market bahut jyada stronge market Hai forex market ke bank se Kafi adoration sote Hain Central Bank commercial bank aur investment banks 18 Kishan ke banks hote hain Jinka forex market pe totally dependent Hota Hai Hame chahiye ke hum Jab Bhi forex market me trading Kare Tu Apne instaforex bonus account se analysis essay on market Main Long term trading kare.
    Forex market ka banks ke zariye currency exchange car business Hota Hai.
    • #3 Collapse

      ap nay bht achi bt ki mere khyal mein hmein ic bt ka khas khyal rkhna chahye kay ham aik stretgy kay tehat chalein bank aur baqi jitnay bhi bdi position walay treders hein ziadaa tarr apni honay ka ehsas peda kr dety hein aur yeh sb hmein suport ya resistence pay wazeh dekhnay kou mil jataa hy ic liyee hmein merket mein jb koi signs wghera dekhein tou hee dakhil houn
      • #4 Collapse

        forex ka bank say be raltions hien es mien aa er jab hamain profit hota hai to um apna profit forex mien aa ker bank k through bee lay sakty hien or erning bee ker sakty hien es lye hamain es mien aa ker mehnat ker k kam kerna hota hai or hamara withdraw hamary banks mien hamain mil jata hai.
        • #5 Collapse

          jee haan bhea banks ka boht bra forex main role hai our ye 3no bank us market main currency pairs main interest rate set kerty hian jesa k us week main USD k interest rate data hai to ye bank he ksi bhe currency ka set kerty haen to banks khud bhe trade kerty hian to un ka important role forex main play ker rahy hoty hian
          • #6 Collapse

            forex trading main market main hony wali chaning ki aik sub se bari wjaha jo hain wo banks hoty hain or yah 3 qism k banks hain jis main kuj bhi moving hony se forex ki market main bi chaning ho jati hai es liye hmain apni trading main banks ki news ko bhi chek karna chahye ta k hmain loss na ho or na he hmari trade loss main chli jay
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ka banks se relation

              forex ka link bank sy hain jab hum is mai kam karty hain to hamy bonus milta hain or hum banks sy he with draw karwaty hain or apne zarorto ko pura karty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain or hum is mai investment be kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ka banks se relation

                Bilkul ap ny sahi kaha forex market banks per he mushtamil hy aur jo 3 banks ap ny write ki hein un sy ziyada strong relationship hy kiyon k un ki he base per markit price move karti hy
                ALWAYS BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market ka banks se relation

                  HUM IS ME JAB KAM KARTY HA JO PROFAT HOTA HA WO HUM BANK KY ZAREYE sy withdraw LY SAKTY HA or agr hum is sai trha kam nhi kary gy to profat nhi ho ga or agr hum is eran karna chahty ha to humy propar tarkhy sy kam karna ho ga or is me bank ka sirf yehi roal hota ha ky hum is sy apna profat withdraw kar sakhty
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market ka banks se relation

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Forex market ka three banks se relation bahot hi strong hey jo key market me hony wali changing esi banks ki policies par depend karti hey,
                    1. investment bank
                    2. central bank
                    3. commercial bank
                    Jesa k app log janty hn k teen banks hn jin se forex link hota hy is hy investment dosra hy central aur teesra hy commercial bank jo k support krty hn sary forex ko investment zyda tr log hi nhi blky banks b krty hn jese loan wagera dety hn usi trah woh business k liye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X