What are barriers of your success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    apni skills ko achi trah istmal kro aor is mai acha mhnt kro aor is main aisa expereicne hasil kro keh bad main is sy koi loss ka cahnce na rhy to acha ha aro mraket main success ho jae gi is ke liye hamary pas knowledge and expertise ka hona zrori hy jitna hamary pas knowledge and experience zyada hoga hum utna zyada profit hasil krty hen..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex trading kay bussiness may kamyab honay kay liay bardasht aap kay ander hona bohat zarori hai. q kay ye nafa aur nuqsan dono ka bussiness hai. is may himat nahi harni chahiay.
      • #33 Collapse

        What tend to be barriers of a trading success?
        There usually are a series of traders who usually are simply facing loss with the trading world.Tell me that are the factors who are usually not letting them to become successful with trading?Why these are generally poor traders?
        • #34 Collapse

          Well said, ye forum really me un logon kay liay bohat faida mand hai jo kay trading skills tu rakhty hain magar sirf lack of capital / investment ki waja se abhi tak trading ka benefit nahi le sakty. Or me ye hope karta hoon kay wo is forum say apny capital ko grow kar kay aik din zarur successful ho jaen gay
          • #35 Collapse

            forex main apni success lana ha to is main apna time dana ha phly is main achi trah sy learning krna ha aor phir apni trade sy faida othany main kamaybi ho gi aor apni trade ko successful bna kr kamayab hon gy
            • #36 Collapse

              abi tk success nai mili to is ka jawab b nai hai lekin ab samjh rai hu kay kya kya kerna chaya and kis kis trah kerna chaiya or jo ghaltiya ki hain ab un ko nai dhorana many
              • #37 Collapse

                sub say bari rokawat lalach jo insaan ko naksaan pohonchati hai or us kay ilawa lailmi bhi ak factor is kay ilawa bhot say factor han jo humari manzil ki janib rokawat bantay per kamiyab tab hota hai jab in rokawat ko tor kar agay bharta hai
                • #38 Collapse

                  you are barriers of your success in trading I think gold and silver are highly speed metal in Forex trade. Forex is a part time business.some people can be trade long time I think this.so there are some traders are just loss in their trading world
                  • #39 Collapse

                    experiance ka na hona parectice ka na hona ye sab loss hone ki reason hen you are barriers of your success in trading forex aik bahot hi acha bussines he is men ager ap apne mind se trading karen ge to ap zaror kamyab ho ge q ke ye aik easy bussines he
                    • #40 Collapse

                      Barrier to yahe ho sakta ha ka wo is ko sahe tarha manage ni kar pa rha ya to us ka pas knowledge ni ha is waja sa wo ni kar pa rha ya to wo apna ap ko zarorat sa zyada samajdar samajhta han..
                      • #41 Collapse

                        hum bohat ziada earn kar sakte hain aik week main aur bohat rich main ban sakte hain lekin agar ap slowly slowly earn karen aur low risk trade lagae to ap zaror kamyab hon ge
                        • #42 Collapse

                          Forex me bhot s barriers hain jo ap ki trade p effect karte hain or ap ko forex me success hasil karne nhi dety in me kuch ye hain ap k pass experience, knowledge, skills, self confidence, cool mind or good planner nhi hote hai jis ki waja s ye ap ki trade me barriers ka kaam karte hain or ap ki success me rikawat ka bahis bante hain.
                          • #43 Collapse

                            dear ap ny bohut achy sawal kia hy is mein hum ko jo kamyabhi hasil nahi hoti hy woh is leye k is mein hum sekh kar trading nahi karty hen is mein greed karty hen aur emotional ho k bhi trading karty hen.
                            • #44 Collapse

                              Hmri forex m success k lye jo barriers h woh mainly to hmra lack of knowledge hta h hmri practice ka na hna jb hum proper planning mae krty h uski wja s b hum successful nae ho paty h or loss hojata h trading k lye main barrier to hmra greed krna h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai forex mein successful na honay kliye buhat se reasons and buhat se barriers hotay hain. aik tau yeh k aap proper learn nahi kartay aur without knowledge ziada se ziada profit kamane ki koshish kartay ho jis se loss ho jata hai. is k elawa hamain apni trade mein stop loss b laazmi use karna chahiye jis se ham ziada loss se bach jatay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X