apny ap ko kabhi bh expert na samjhin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Buhut achi bat kehi ap nay ju trader khud ku expert samjh layn waqt say pehlay un k liye forex aik acha business nae sabit hu sakta yahan hamesha learning attitude rekh ker trader ku work kerna hota ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear asi b bat nai h jo oper ki gai h admin sab ny insan ko apny bary me expert zror hona chye tak is sy dory log b fida sehk saky or ap b achi manzl kmi tarf pohnch jye or itna b nechy naoi hona chye
      • #33 Collapse

        apny aap ko kabhi bhi expert nhi samajhna chahiy q k isi over confidence mein hum apna nuqsaan kar baithain gay hamesha market trend ko tarjeeh deni chahiye market news per khasoosi tawajo deni chahiy aur phir poory dehaan sy trade lagani chahiy aur jald baazi bhi nhi krni chahiy
        • #34 Collapse

          Sir instaforex o log expert hai jo zayda experience rakty hai. Wahi log kamyab be hai our faida utay hai wahi log is online business mai kamyab hai
          • #35 Collapse

            Dear friend ao forex main getni bhi taraqi kar lain khud ko kabhi bhi expert na samghen asi waga say baz okat humen bary loss ka samna karna parta hy trading karty howy achay say market ko samagh kar trade karen ta k ap ki trade profet main hi gay
            • #36 Collapse

              dear sir apne boohat hi acha sawal kiya ha is k hawaly se me kuch kehna chahta hon ager forex trader hain or ap expret bi hain to apko ye km krna hota ha k sab se pahly to small lot ko hi ues krna hota ha or dosra expert trader kabi bi stop loss k bina trading nahin krta kiyu k us ko sab kuch pata hota hai market ki movment ka
              ALWAYS BE HAPPY
              • #37 Collapse

                G dears mai ap ki batoo sy agree krta hoo ap ny thik kaha hai apny ao ko expert na samjhy expert samjhny sy ap overconfidence ho jty hai orr experience orr knowledge ko bhol jty hai is leye apny ap zeyada expert samjhty hai orr los kar daity hai
                • #38 Collapse

                  Han ge yeh bat to theak hai ky apny ap ko forec forum mn exoert nahii smjhna chsiye ku ky jb hum aesa sochny lgg jaty hein ky hum expert how gaee hein to hum forex ka badic rule learng chor dety hein aor forex mn toz hi humy useful nrws aTii hai es lia apny ap ko kabhi bh expert na samjhin ku yeh itna asan bhi nahii hai..
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #39 Collapse

                    Je haa bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku k ager hum jitny bhi expert ho tab bhi hamy kabhi kabhaar matket ke movement ka pata ni chalta har ham lose kar bethty hai ager apko lose se bachna hai to aap small trade ko mind me rakh ker trade kary ge to hamy kabhi bhi lose ni ho ga
                     
                    • #40 Collapse

                      forex mai hum aik he din mai mai expert nahi ho sakty hain agar hum daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain hum km sy km 2 sal mai success full trader ban sakty hain lakin hamy apny ap ko expery nahi samjna chahey q ky hum sy zada experience waly traders forex mai kam karty hain
                      • #41 Collapse

                        gee han dosto ,forex online trading business me kbhi bhi khud ko expert na sajho aor na hi overconfidence ka muzahera kro q k ye trading market boht hi risky ha ex me bna good experience aor knowledge k investment krna boht bri hamaqat ha aor loss hone ka khatra zeada hota ha.es k alawa forex news aor expert traders k kheyalat ko bhi study krna zrori ha.
                        • #42 Collapse

                          Forex trading me koi bhi special expert ni hota is liey me apki baat se agree houn k forex me koi bhi expert ni hai lehaza apni tawajo forex trading me mehnat jari rakhen aur ziada se ziada time spend kren ta k ziada se ziada earning ker saken is forum se.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Ye haqiqat hay kay apnay ap ko kisi bi lehaz say perfact nahi samajana chahye. chahaye wo zindagi ka koe bhi medan que na ho. insan peda hota hay tab say learining start kerta hay aur end tak jab tak us ki mout ka time nahi ata wo kuch na kuch seekh hi raaha hota hay. forex is aik asi cheez hay is main bhi sari umer insan seekhta hi hay. roz new new chezen a rahi hain naye knowledge forex kay related inroduce ho rahay hian. nai skills, tools aur indicators a rahay hain. is sab ka knowledge hasil kerna chahaye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X