Gold pe trading krnay k liay investment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold pe trading krnay k liay investment
    Dear main ye Jan,na chahtay hun , k ham minimum kitni investment ya bonus pe trading kr sktay hain.
    Aur khasosan gold main trade lganay k liay hmary pas kitni investment ya kitna bonus hona zarori hai.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar ap gold per trading karna chahty hain to ap k pas kam z kam 200 dollar ka capital hona chahye warna ap ko bohat zyada loss ho sakta hai.
    Agar small capital hai to ap k lye currency pairs per trading karna best hai Q k unki price kam hoti hai aur ap safe trade kar sakty hain
     
    • #3 Collapse

      Dear agar ap gold per trading karna chahty hain to ap k pas kam z kam 200 dollar ka capital hona chahye warna ap ko bohat zyada loss ho sakta hai.
      Agar small capital hai to ap k lye currency pairs per trading karna best hai Q k unki price kam hoti hai aur ap safe trade kar sakty hain
       
      • #4 Collapse

        goled per trade lagane ke liye ap ap ko wohi investment chahiye jo apko normal trading ke liye chahiye or posting kar ke jo bonus milta hai is ka abi knowledge nahi muje ke kitna bonus ho tu trade ho sakti hai agr apne real account open karna hai tu usme shaid ap 100$ b invest karo tu trade kar sakte ho gold per b kar sakte ho.gold acha hai trading ke liye.
        • #5 Collapse

          Dear baat ya hay k gold per trade aap normal jitna bounas milta hay us bounas sa trade kar sakray hain aap small lot sa gold per 20 dollers hoon tu be trade opne kar saktay hain lskan ager aap khuch earn karna chatay hain gold per sa tu aap k pass kam iz kam 200 sa zayada doller hona chaya kyun k gold aak fast movement pair hay iss pair per jab be oppsite movement hoti hay tu bhot zayada lose ho jata hay
          • #6 Collapse

            Dear gold per trading karna bahut mushkil aur costly hai lakin agar aap iss per trading karna bhi chahtay hain tou uss kay lye kam sae bonus ya investment 200 dollar ki hona zaroori hai tab aap iss mein easily trading ker saktay hain aur woh bhi smallest lot size kay sath
            • #7 Collapse

              wasay main na to abhi tuck gold per trade nai kiya hay mage sunna ya he hay ka is k liya 500 tuck ka bonus ho to gold per trade kerni chaya q ka gole main movement bahot fast hoti hay or ya bahot zeyada ups or down ki taraf jata hay ager gold per trade kerna hay to is k liya maret k sat sat world kay halat per b nazar rakh ni chaya q k ya bi gold per aser andas hotain hain
              • #8 Collapse

                Gold per trading karnay kay lye aap ko minimum 100 dollar tou zaroor chahyeain aur uss kay lye investment karna koi zaroori nahin hai aap ko chahyea kay aap forum per bahut zyqda mehnat sae kaam karain aur iss sae aap ko bahut zayada bonus milta hai jis sae aap khul ker gold per trading ker saktay hain
                • #9 Collapse

                  Yes bhai ap ki bat tek ha gold ki lot ki price buhut zyada ha jis ki waja sa us ma fiada our nuqsan usi hisab sa buhut zyada ho skta ha esi leye kam balance waly gold pa bilkul try na kary warna nuqsan payengy our agar koi karna bi chahta ha to lot size kam sa kam select kary us sa bi nuqsan ka andesha kam ho jaya karega
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Qamar2222 پيغام ديکھيے
                    Dear main ye Jan,na chahtay hun , k ham minimum kitni investment ya bonus pe trading kr sktay hain.
                    Aur khasosan gold main trade lganay k liay hmary pas kitni investment ya kitna bonus hona zarori hai.?
                    Agar aap gold Mein trading karna chahte hain to uske liye aapke paas se capital Se Jyada experience hona chahiye Kyunki Jyada capital b apko Forex trading main Coolpad read Karke kuch nahi de Sakta
                    • #11 Collapse

                      bhai aghr hum gold ki trading karna chahty hain tu hmara ccount bhi bara hona zarori hai oski wjah yah hai k gold ki trading risky business hai jis main loss hony k boht chances hoty hain es liye hmary liye batr yahi hai k jub tak hmraa ccount bara nahi hota hai tab tak hmain gold par trading nahi karni chahye ta k hum apny account ko khtry main na dal saken
                      • #12 Collapse

                        agar hum gold py trading karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky zada sy zada amount invest kar ky trading karne chahye pher he hum zada acha bonus hasial kar saky gy or apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain
                        • #13 Collapse

                          Dear forex mai dekh sun aur smjh k kam karo gy tu ap ko boht acha faida haisl ho jaye ga lehaza ap ko mehnat k sath he kam karo ta k ap ko life ko enjoy karne ka muqa mile aur ap acha kam karo ta k ap ko life ko set karne ka moqa hasil ho jata hai lehaza ap ko faid ahiasl karo aur apni lfie ko set karo ta k ap ko faida haisl ho...
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold pe trading krnay k liay investment

                            forex mai gold mai trading ke jate hain lakin si ky liye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy agar hum forex mai new hain to hamy gold mai trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold pe trading krnay k liay investment

                              Gold per trading kerna kafi had tak risky hota hay aur khas ker chotay account say gold per trade kerna kafi bari be waqoofi sabit ho sakta hay. is liye kay chotay account main itni himat nahi hoti hay wo gold ki choti lot size ki move ko bhi bardasht ker saky. is liye ager wo move trade kay khilaf chali jati hay to wo account ko bilkul saaf ker dey gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X