profit or loss trading ka hissa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit or loss trading ka hissa ha
    dear bhai Jan hum trading jb start krty hain to yah sochty hain k hum ko is man only profit mily ga but is man loss bhi hota is luy agir aap trading krna chahty hain to only profit ka na sochin loss ko mind man rakh kr trading krin or loss recovery k luy plan bhi hona chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aapne bilkul sahi Kaha Forex trading Mein Haar aur Jeet Chalti rehti hai Palke Yedhu eximkey ka hissa hai aaj bhi Jeete Hain Kabhi Rote Hain isliye is his coat Aslam kar lena chahiye
    • #3 Collapse

      Dear duniya ka koi bhi business hu os ma profit aor loss huna aik normal si baat hay is liye na tu loss ka khof huna chayi aor na hi ye soch huni chayi kay humay forex trading ma serf aor serf profit hi huga loss nhi huga kiun kay profit aor loss forex ka hissa han albata jo bhi trading ko knowledge aor experience ki base per karay ga tu osay loss kam aor profit zeyada huga.
      • #4 Collapse

        dear bro forex trading main profit loss dono hi chalty hn ,keon ke ye rule her business main hy ,basically forex trading aik intahy risky aur dangerous business hy is business main market movement ka kush pta ni chalta bady bady expert dhokha kha jaty hn aur un ko kush pta ni chalta lkn aisa permanant ni hota ager hum forex ko learn ker ke kren to ye risk kum ho sakta hy aur kamyabi ki percentage ashy ho sakty hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          profit and loss say business halal hu jatta ha business man k liye. or profit and loss her business ka hisa bhi ha ic say ghubrana nae cahye. profit and loss insan ku life man business k dao paich seekhata ha.
          • #6 Collapse

            Dear member Profit or Loss ko mela kar he business complete hota hay agar haum samjaty hain kh seraf profit he business hay to apki yh soch bulkul galat hay qn kh business main dono chezin pai jati hain profit or loss ap log jab b trade open karna cahin to achi tarha market ko analysis karin takh loss say bacha ja saky or trade open karny say pehly loss or profit dono ko he zehan main rakhin
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              Loss or profit to business ka hisa hota he es liye agr ap ko loss ho jata he to phir ap ko paryshan hony ke koi zarorat nahi his waja sy ap ko loss huwa he to phir next time us galti ko dur kary his ke waja sy ap ko loss huwa he or agr ap zada mehnat kary gay or market ko achay tariky sy dak kar trading kary gay to phir ap ko profit b ho sakta he
              • #8 Collapse

                Jee bilkul hum trading krty huvy yeh baat bhol jaty hein aur profit ka sochty hein jab keh loss bhi ho sakta hai kionkeh profit aur loss dono business ka hissa hein is liye trading mein jald bazzi nahi krni chahiye.
                • #9 Collapse

                  g haan bhai jaan profte aor loss trading ka hisa hai q k as forex fourm main tu loss aor profit trading ka hisa hai aor ham ko as main tu loss bhi hota hai aor profit bhi ham ko as main tenion nahi lyna chahiy hai
                  • #10 Collapse

                    Re: profit or loss trading ka hissa ha

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss hota hain hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial lar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: profit or loss trading ka hissa ha

                      han g profit or loss trading ka hisa hen lakin hume chote se loss per mayoos nhi hona chahye koi bhi kaam kere to shoro ma loss ho hi jata ha is liye hume preshan nhi hona chahye or himet sa kaam lena chahye ager ap forex ma kaam kerna chahte hen to profit or loss ka samana ho ga lakin is ka ye matleb nhi k ap kaam chor den humesha mehnat ko jari rekhe kamyab ho ge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X