Kiya fundamental analysis important news k based par hote hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya fundamental analysis important news k based par hote hai?
    Bilkul fundamental analysis important news k based par hote hai apko important news jo anay wala hota hai osko analysed karna parta hai aor oske previous history ko be judged karna parta hai pir oske impacts on market ko be analysed karna parta hai k konse figures market k leye konse type impact rakege so news aor fundamental analysis important cheez hai trading k leye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki baat 100% teek hay fundamental analysis news ki base per hutay hay aor kafi strong hutay hay is liye humay chayi kay news per her waqat nazar raka karay kiun kau fundamental analysis hamesha technical analysis ko beat ker jatay hay aor technical analysis ma ghalti mumkin hay laiken news ki base per analysis kafi mazboot hutay hay aor profit confirm huta hay.
    • #3 Collapse

      G han news pr trading krna sab s besy hai or is mai kamyab hona ka chances bi hain fundamental analysis depend hi news pr karta hain news ahna ka bad market ki movement mai azafa hota hai market kafi up ya down jati ahi os wakat ap entry la sakta hain news s pahla market mai entry mat lain janab warna loos bara ho sakta hai news kab ati hai ya bi maloom hona chaya jis pair ka bara mai news ati hai os ka session time mai ati hai jasa new York ka session mai usd ki news ati hai agr ap session ka pata ho tu ap ko maloom ho sakta hai news kab kab ai gin or kis kis ki ayain gi is s ap ko fida ho ga or ap is ko dahk kr trade bi kr saka gain
      • #4 Collapse

        zyada tar logo sy suna hai k hum is main fundemental analysis sirf news par based trade k liye hota hai lekin bhayo ny kaha k hum is ko news k ilawa bhi use kar sakty hain agar aisa hota hai to koi helpq nahi karta aur ap bhi sirf isi k bary main infom kar rahy hain.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          g nahi bhai jan fundamental hmesha sb news ya phr woh news jou kay uc mulk kay liyee eham hou chahye woh cpi ki news hou woh bhi aik achaa asar dal skti hy aur lmbay arsay kay liyee asar dal skti hy ager state bank uc kou bht ehaam karar dy tb warnaa yeh news kam arsay kay liyee bhi hoti hein lakin ziadaa pesaa sirf technical walay e kamaty hein
          • #6 Collapse

            Gee haan brother news ki base oer aap jo bhi anlaysis kartay hain unn ko fumdemental analysis kehtay hain aur aise analysis humain her trade mein karnay chahyeain iss sae humain yeh bhi oata chal jata hai kay news ki wajah sae market mein kitni bari change aa sakti hai
            • #7 Collapse

              bilkul fundamental analysis new ki base pr hota ha..hmain market may new ko b judge krna parta ha k ky impact iska market pr pary ga os ko mady nazr rakhty hoay hmain analysis krna hota ha...cox some time market randomly hmari prediction k against move krnx lg jati ha phr hum mouh dekh rahy hoty hain.
              • #8 Collapse

                Hume news py aab se zasa trading krne chaiye ur news k aath aath ur cheezo ko be check krna chaiye jab kew new hoti ha tu is k mutabiq funadametal analysis hune bta rhy hote hein funadametal analysis se hume knowledge lena chaiye market fundamental analysis ur technical analysis ji base phar zada movement krti ha
                • #9 Collapse

                  Gee haan jinab fundemental analysis news ki base per hotay hain iss sae aap ko market mein news kay waqt ki market ki situation ka andaza ho jata hai aap ko fundemental analysis her trade sae pahele karain aur sahih soch samajh ker karain kyun kay yeh trade ki base hai aur agar yahan koi ghalti ho gae tou bahut bara nuqsaan ho jaye ga
                  • #10 Collapse

                    Yes my dear ye boht hi important analysis hota hai jis se hmen market ki movement k bary me kuch andaza ho sakta hai.Lekin ye itna easy b nai hota hai q k technical analysis ki tarhan fundamental me sab chezen clear nai hoti hain. TO hmen ye pata ni lgta k news kis type ki ho gi. Islye Ehtiyat k tor pr news pr trading nai krni chaye.
                    • #11 Collapse

                      Bhai forex trading me fundamental analyses boht zaruri chez or news se is pe effect perta hy ager continuesly ews ko analyse kerty hen to ap ko idea ho jae ga kesi news ka market pe kesa effect perta hy
                      • #12 Collapse

                        dear ap ne bilkul theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hun fundamental analysis news ke bad he hoti hai jub news aa jati hai tu market per or market ke trend per boht he impact parta hai ager ise time hum koie order placed krte hain tu yaqenan ap profit he earn kren gyen hamesha new ke sath touch main rahe then ap profit earn kr paye gyen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya fundamental analysis important news k based par hote hai?

                          fundamental analysis ke news mai ne bohat ahmeyat hain hamy is ko learn kar ky pher is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya fundamental analysis important news k based par hote hai?

                            forex mai fundamental analysis ke bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy ohamy news ko rozana dahkna chahey is sy hamy market ke movement ky bary mai pata calta hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya fundamental analysis important news k based par hote hai?

                              forex mai fundamental analysis ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X