Forex main humery fail honay ki wja main pata hoon....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main humery fail honay ki wja main pata hoon....
    Bhae main nay aksar dosto ko diekha hai k wo humesha us ko seikhna k chakar main rhety han us ko understand nahe kerty hain us main app ager aik knowledge jesay k main price action candlestick knowledge siekh rahi hoon to mujhey kum az kum us ko demo main 2 month to practice kerni chahy pher jab main kamyaab nahe hoti to pher kisi new method ya strategy k barey main souchna chahy koin k sirf taleem hasil kernay say to kahean bhe khcuh bhe nahe milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yahi tu bat hai bahi hum log serf sekhna ka chankar mai rahata hain implement nahi krta hain jis ki waja s kamyab nahi ho sakta agr kamyab hona chata hain tu jo kuch ap sekahin is ki full practice karian or os ka bad real account pr implement karian full practice kasa ho sakti hai ap is ko demo pr bar bar apply karian or dahkain ka kahan s gahlti hoti hai kis waja s loos hota ya tamam batain ap sekh sakta hain demo s dear learning ka koi fida nahi jab tk ap is ko implementation mai nahi lata thanks
    • #3 Collapse

      G apki baat bilkul teek hay kay forex kay knowledge aor experience ki kami ki waja say humay kaafi loss hu jata hayaor forex ko serf learn kerna hi kaafi nhi huta iska experience hasil kerna bhi bhot zarori hay aor experience tab tak hasil nhi hu sakta jab tak hum apnay knowledge ko demo account per practice nhi ker letay is liye jo bhi ap learn karay osay demo per practice zaror kiya karay aor oskay baad real account ma use karay.
      • #4 Collapse

        main ap ki is baat sy blkl bhi agree nahi karta agar hum taleem k saath saath is par practise karain gy to humy kaafi samajh lag jaye ga lekin agar hum taleem k bighair practise karain gy to humy practice hi karna nahi aye ga.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          forex mein nakami ki wajah sirf aur sirf la parwahi hy q kay merket hmein zaror btati hy jb woh hmaray agains janay lagay hmein bs thek sy merket kou dekhnay ki zrort hoti hy forex mein hmein mehnat ki zrort hoti hy aur mehnt kabhi rayee gaa nahi jaati forex mein hmein apnaa system bnana chahye jou kay hmein munafaa dy
          • #6 Collapse

            Forex.mein humaray fail honay ki main wajah yeh hai kay hum iss ka knowledge purri tarah hasil nahin kartay aur iss mein kaam karna start ker detay hain jis sae humain bahut zayada loss hota hai aur phir iss mein hum lalach bahut zayada kertay hain jis sae hum bahut nuqsaan uthatay hain aur apni mistakes sae seekhtay bhi nahin hain
            • #7 Collapse

              g haan bhai jaan ap ne sahi kaha hai kee fouex main hamare fiel hone ki wajah kya hai ham ko as main greed nahy karna chahiy hai q k agar ham as main greed karen gee tu ham ko as main loss bhi hosakta hai as liy ham ko as main greed nahi karna chahaiy hai
              • #8 Collapse

                Apki baat kisi hed tak theek hey practice zarori hey keken main samjhta hon learning aor practice donon hi bahut zarori hain belkeh lazim o malzom hain. Ager learning nhen to phir practice kis chez ki kerni aor ager sirf learning tak hi mehdid rgain gey to skill kausy berhy gi. Is liey practice bhi kerain aor learning bhi.
                • #9 Collapse

                  bilkul hmain agr koi strategy learn ki ha to first osx demo pr implement krain then real trade ki trf ko aain lkn hum asa ni krty...thori c practies say hum smhjny lgty hain k hum ab kr skty hain or loss kr bethty hain.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading me fail hone ki Hamari Hai Khwaja laalach Hai Kyunki Hum Chalte Chalte Jyada Se Jyada paise kamane Chahte Hain aur hame koi Lena Dena Kitni per day isliye agar aap ISKCON tarike se trade Laga Ke paise kamaye to aapko lost nahi hoga
                    • #11 Collapse

                      G apki bat tkh hy forex mn bht sy mathod hn bht c stragteys hn lkn hm log phr bi forex mn kio nkam hoty hn iski sb sy bari waja yhi hy ky hm ksi ak stragetys par kam nhi krty br br chnge krty hn displne nhi rkhty hn trust nhi hota hmay na apny upr na apni trade ky upr na hi apni stragety ky upr logo ky pchy bgty hn jo apni 2,3 profit wali trade dkha dy us ky pchy lg jaty hn esa nhi krna chahy sb stragty tkh hoti hn ye hm pr depend krta hy ky kesy hmy profit leni hy
                       
                      • #12 Collapse

                        G apki bat tkh hy forex mn bht sy mathod hn bht c stragteys hn lkn hm log phr bi forex mn kio nkam hoty hn iski sb sy bari waja yhi hy ky hm ksi ak stragetys par kam nhi krty br br chnge krty hn displne nhi rkhty hn trust nhi hota hmay na apny upr na apni trade ky upr na hi apni stragety ky upr logo ky pchy bgty hn jo apni 2,3 profit wali trade dkha dy us ky pchy lg jaty hn esa nhi krna chahy sb stragty tkh hoti hn ye hm pr depend krta hy ky kesy hmy profit leni hy ky loss krna hy hmy khud displne bnana pry ga ky kia krna hy profit leni hy ya loss e krwna hy
                         
                        • #13 Collapse

                          Dear ap ne theek kaha k huma forex ma iss lia kamyab ni ho skta q k huma chaya k phela demo ma practice krni chaya q k jis se huma knowledge mil skta ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Forex ka kam exoerience aur apni mistakes sae na seekhna hi iss kaam mein humari nakami ki main wajah hai hum forex mein raat hi raat mein ameer honay ka sochtay hain aur jo mistakes hum trading mein kartay hain hum unn sae kuch seekhnay ki koshish nahin kartay aur jis ki wajah sae humain hamesha loss hi hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X