Auto Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Auto Trading
    Dear aksar members jo trading karte hain unho ne MT4 main dekha hoga k auto trading ka ek button hota hai wo kese work karta hai kia us se auto trading hoti hai ?????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    auto trading trader khud nae ker sakta ic man trader ku aik robbot purchase kerna perta ha oc k baad hi trader ku ic option pay click kerrna hota ha or trader ic k baad khud trade nae laga sakta. sara control robboot k pas chala jatta ha.
    • #3 Collapse

      Nhi bro wo rebort add krna prta hy phr auto trading hoti hy kl bht sy rebort hn market mn jinko expert adviser bi khty hn lkn ye rebort nhi use krny chahy kio ky hmesha loss e krwaty hn kio ky inko nhi pta chlta fundmntl hy ya technical kitna e acha kio na rebort ly kch din apko profit ho skti hy lkn end acount wash e hota hy indicator phr bi apko kbi na kbi profit dy jaty hn lkn rebort nhi dy ga apko profit uska end acount wash e hota hy
      • #4 Collapse

        dear ap jo mt4 mai auto trade ki bat ker rahy hy ager wo ap ny press ker diay hy tu wo khud sy koi bi work nahi kerta hy ap ko ager auto trader kerni hy tu ap ko lazmi koi robot bana ho ga ky us mai bi ap ko koi bi strategy banai hoti hy jo ap ko bari asani ky sath auto trade mai kam kerti hy.
        • #5 Collapse

          Dear brother auto traeing robot k zareye hoth hay magar yeh kameyab nahi hoti as main hamesha loss hi hota hy qu k getna knowlldge ak insan k pass hota hy woh ak robot k pass nahi ho sakta as leye ap knowlldge hasel karen aur khud say trading karen
          • #6 Collapse

            Bhai forex trading me auto trading ni hoti mt4 me jo option hy auto trading ka us k lye ap ko robot lena perta hy or phr ap ki jga robot trade kerta hy but is me yeh lazmi ni hy k ap ko hamesha profit he hoga simple c bat hy ager aisa hota to her koi robot se he trading ker rha hota
            • #7 Collapse

              Re: Auto Trading

              bohat say traders robot trading kay chakar main pary hoty hay agar hum khud trading karen gay to hum ziada achi trading kar sakty hay humay auto trading kay chakar main nahi parna chahiye kyun keh agar hum khud kay knowledge ko use main laty huway trading karen gay to humrari trading bohat achi ho sakti hay aur safe earning kar sakty hay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Auto Trading

                Boht say log auto trading ko boht zayda like kertay hian. wo samagtay hain kay auto trading main loss kam hota hay aur trading tension free ho kay trading kerta rehta hay. jab kay aisi koe bat nahi hoti. auto trading main bhi wesay hi losses ho tay hain jesay trader khud ker raha hota hay. is liye khud say trading kerna behter hota hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Auto Trading

                  Auto trading ka matlab hota hay jo log apnay trading robot ko trading kernay kay liye istamaal kertay hain. auto trading ko boht like kia jata hay. que kay is main trader ko koe tension nahi hoti aur robot khud apnay khud kar tarika say khud hi trade ko enter kerta hay aur khud hi trade ko close ker deta hay. is liye trader ko is tension say chutkara mil jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Auto Trading

                    jis mn bhi auto daakhil ho jata hay uc mn hamara amal dakhal khatam ho jata hy or yeh hai forex ic mn jahan aap involve na rahay wahin par aap baahir ho jaen gay tou phir kion na ic mn auto trading ko use na kiya jaa sakay , yeh option meta traders nay provide kiya hua hay or ic ko mere khayaal mn istmaal nahin karna chahye or apna mind use karna chahye nahin tou ham slow poisoning ki trhan ic ka shikaar ho jaen gay or hamaray bas mn kuch bhi nahin ho ga ic liye behtar hay apna use karen mindwork or kuch naya kar kay dekhaen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Auto Trading

                      forex mai hum auto trading kar sakty hain lakin is ky liye hamy acha knowledge hasial karna ho ga pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mau trading karty hain hamy is mai weekly target bana kar kam karna chahey yai poor mans ky liye bohat ache job hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Auto Trading

                        auto trading ky liye hamara experience best than best hona chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik involve hain agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Auto Trading

                          Asslam o alikum jee haan bhaai jaan aap ne bilkul theek hi kahan hai main sirf itna kehna chahon ga aap ko chahiye forex trading main auto trading nhi karna chahiye kyon ke auto trade karna forex ke ruls ke hissab galt hai thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Auto Trading

                            dear auto trading aik robot trading hoti hai aur sab trade ap ka robot he karta hai ap ko kuch bhi karney ki zrorat nahi hoti hai mger auto trade main risk bohut ziada hota hai aur auto trade ziada dair tak nahi chal sakti aik sal tak had hoti hai us k bad robot thek work nahi krta hai uski wja ye hoti hai k markeet main changing hoti rehti hai jiss ki wjaa say asa hota hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X