Trade trend ko dkh kr krni chahy ya apni stragtey ko dkh kr?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade trend ko dkh kr krni chahy ya apni stragtey ko dkh kr?
    Kch log khty hn g trend is ur friend kia ye bt tkh hy ky jis side pr trend ho trade b udr e krni chahy or kch log khty hn ky apni stragteys ky mutabik trade kro agr apki stragteys trend against entry deti hy to kia trade krni chahy ap sb ye bat apny experinse sy clear krn ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar to apki skills bahut achi hain to apki stratgy b trend k hisab se he bane gi aur agar kabi kabi apki stratgy kam nahi karti ya apko samjh nahi ati to ap market ko trend ko achi tarah se anylis kar k he trade kare aur trend main resistance aur support ka khayal rakhen ta k agar market ek trend main jati hai to apko next target ka pata ho
    • #3 Collapse

      apni strategy pe chal kar he kamyabi milti hay magar strategy kay saath analysis zaroori hain kyun kay analysis dekhey jatay hain uskay
      bad strategy pe gor keya jata hay kay risk kitna lena hay reward kitna hay aur strategy kay mutaabik analysis mei stop loss aur
      take profit kitna ban raha ye cheezen dekhi jati hain trend analysis mei he dekha jata hay..
      • #4 Collapse

        Ager tader apni planning k opper chahly ga or marekt oc k planning k agianst ja rehi hu tu oc ku bilkul aysa nae kerna chahye oc ku chahye k marekt ku follow kery na k apni planning ku.
        • #5 Collapse

          dear trend ky bary mai kaha jata hy ky trend ap ka friend hota hy ap ko kabi bi trend ky ky against nahi jana chaiya ap ko lazmi trend ky sath hi chalana chahiya or ise mai ap ka faida hy ap jab bi trend ky khilaf jay gy tu ap ko lazmi loss ka samna kerna per sakta hy bas ap ko is bat ka khiyal rekhna chahiya ky bary time frame mai ap ko market per lazmi analysis kerna chahiya.
          • #6 Collapse

            Ap ko trade apni strategy k mutabiq hi krni cahiy us sy ap ko zyada faida hota hy or market ko b dekha jay kafi dafa strategy sy nuksan b hota hy is liy ap k pass strategy k sath skills b hony cahiy is sy hi ap kamyaab ho skty hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bhai trade ko trend k according lagna chahye jub hum trend k according trading nahi karty hain tu hmain loss ho jata hai es liye apko market k trend k hisab se trading karni chahye ta k apko apki trading main profot mily or ap apni trading ko risk free karty howe kar skaen es main trend 3 qism k apko milty hain jin ko ap ny follow karna hota hai

              اب آن لائن

              Working...
              X