Less profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Less profit
    Dear jab hum choty time frame mein trade lagain gy to hamara trend jaldi change ho ga aur hamein profit bhi kam trade close kerni perti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han short chart time frame ko esi ley zeyda use nahi kia jata key es me 1 to trend line jald change ho jata hay aur 2nd market ki long movement ki be information nahi ho sakti, yahi waja hay agar ham short chart frame me jab be koi trade open karen gey to us me profit be kam ho sakta hay aur es ka nuksan ye be hota hay key market trend jald change hony ki waja se loss be zeyda ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai aap ki baat theek hai hum jab bhi trade lgatay hain tou H1 time frame select ker kay trade lagatay hain jis mein aik tou profit kam hota hai aur doosra iss time frame mein aap ko trend ka sahih oata nahin chalta aap trade laganay kay lye H4 ya D1 time frame mein trade lagain
      • #4 Collapse

        g han dear ap ki bat thk hy forex trading main time frame ki bahut ziada importance hy mostly trade time frame per bahut ziada focus kerty hn kush trader h1 time frame ko prefer kerty hn aur kush trader m4 ko terjeh daity hn
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          trader k profit ka depend trader ki equity pay hota ha ager trader k pas equity zyada ha tu lambay arsay k liye trad ku open rekh sakta ha or ager eqquity kum ha tu short profit laina perta ha.
          • #6 Collapse

            Jab bhi aap forex mein small time frame kay sath trading karain gay tou uss mein aap ko trend ka sahih tarah sae pata nahin chalay ga jis ki wajah sae aap ko profit kam aur loss zayada ho ga agar aap forex sae zayada profit lena chahtay hain tou aap ko chahyea kay iss ko achay sae seekhain iss kay anqlysis seekhain aur jitni zayada aap mehnat sae kaam karain gay aap ko faida bhi utna zayada ho ga
            • #7 Collapse

              Gee bilkul apki baat theek hey . Choty time frame main trading itni asan nhen hey. Is main analysis itny ziada effective nhen hoty. Intraday trading main sirf wohi trader kamyab hoty hain jin ki capital amount ziada hoti hey. Keon jeb trade thory timeframe main trade profit main jati hey to ager lot size beri ho to hi faida ho sekta hy.
              • #8 Collapse

                g haan bhai jaan ham ko as wakat less profit aus wakat hota hai jab ham as main zyda mihnat nahi karte hain q k as main ham ko as main bohat hi zyada mihnat kar na chahiy hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                  Dear jab hum choty time frame mein trade lagain gy to hamara trend jaldi change ho ga aur hamein profit bhi kam trade close kerni perti hai.
                  Mere Khayal mein Les propheties achha hota hai aur jab traders Jyada profit banane ki try karte hain to Anushka loss ho jata hai isliye Hamesha samalpur effect banane ki try Karein is se loss ke rashke Qamar hoga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X