Forex Main USD Pair bhot hain par PKR Currancy nhe hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main USD Pair bhot hain par PKR Currancy nhe hain
    please main apne sab trader say pochna chahti ho forex main USD k pairs bhot hain par mujhy PKR ka koi b pair nazar nhe aa rha hain Pakistan ki currrancy ki koi value nhe hain kiya k koi b broker PKR ki currancy ko nhe le rha hain please kiya waja ho skti hain k insta main PKR/USD nhe hain please sab k sath apni apni raye share kare thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ne baat ki hai PKR ki to dear agar ap ko pata ho to Pakistan mai abi tak forex trading legal bhi ni hai ais mai na to ap koi forex ka office bana sakty hai aor na hi ais par kaam kar sakty hai aor ais market mai apni currency add karwany mai kafi time lag jaye ga jab ap usdpkr par trade kar saky gay jaisy ap ne dekha ho ga insta forex par ye pair bhi aa raha hota hai aor ais ki price ap k samny chal rahe hoti hai bas ap aus par trade ni laga sakty.
    • #3 Collapse

      Dear brother Pakistan ki currency ki value boht kum hai is liye iska pair nahi bun sakta,usd ki value boht achi hai aur pori duniya mein usd currency chalti hai aur her country ki stock market mein iska laine daine hota hai ,is mein traders is liye trade krty hein kionkeh unko is mein trade krny se profit milta hai.
      • #4 Collapse

        g han bhai pakitsan ki currency forex main nahi hai es liye es ka koi pair nahi hai or es ka pair se liye nahi hai q k pakisan ki currency es qabil nahi hai k es main onlie trading ki jay or world wild bsuiness main yah apni jagah bna saken or aghr es cureency ak pair bhi ban jay tu bhi yah successful nahi ho skta hai q k pakstan main gournment issues bohat hain
        • #5 Collapse

          Dear forex market ma hum Pakistani currency per trading nhi ker saktay laiken USDPKR pair mojod hay aor price rate bhi bilkul sahi chal raha huta hay laiken hum is per trading is liye nhi ker saktay kay ye reliable nhi hay aor hamari economy itni mazboot nhi hay aor forex ma kabhi bhi os currency per trading nhi huti jo reliable na ho.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            bhai pakisatn ki econmy itni strong nahi hai k es main koi internation base par trading nahi kar skty hain or na he hmain koi faida hoga es liye apko chahye k aghr ap es pair main trading karna chahty hain tu yah usdpkr pair hai ap es main trading akr skty hain laken es main ap kbhi bhi relible trading nahi kar skty hain na he apko acha profit mily ga

            اب آن لائن

            Working...
            X