forex main learning ki limits kia hain ya yeh unlimited business hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main learning ki limits kia hain ya yeh unlimited business hay?
    dear main ap say poochna chahta hoon k forex k business main ham kis had tak learn kar saktay hain ya is main learning ki koi limits nai hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai i think so learning ki koi limit nhi hoti forex trading main jitna learn krn gy apka knowledge utna hi barhe ga jis ka apko bht faida hoga futhure main or jitna experience zeyada hoga utni achi trade laga saken gy.
    • #3 Collapse

      Dear jab ap ais mai kaam start kar dety hai to ais mai ap ne jitna bhi sekha ho atna hi ap ko ais mai faida hota hai kun k ais mai ye hai k hum jab ais mai sekh k kaam karty hai to hum ko ais mai trade aus hisab se milti hai agar hum ais mai learning stop kar dety hai to ho sakta hai aisi baty reh jaye jo trading k liay zarori ho ais liay hum ko chaye k hum sath sath learning karty rahy aor ais mai jitna ho saky aus study par amal kary jo hum sekh rahy hoty hain.
      • #4 Collapse

        Bhai forex mai to kya duniya mai kisi b cheez k lehaz sy learning ke koi limit nahi hai.ap ek cheez ko jitna bhe use karo gy ya study karo gay to ap us k bary mai utna he zyada learn karty jao gay.aur forex mai to sab kuch he learning,knowledge aur experience par based hai.is mai jitna learn karo gaybutna zyada is sy faida hasil karo gy.
        • #5 Collapse

          Jab baat aati hai learning ki to learning ki koi limit nahi hoti hai phir chahe koi business ho ya studies purpose ho hum learning karte rehte hain jo ke jitna learn karege utna hi ziada hum logo ko knowledge hasil hoti hai aur forex trading main agar aap ke pas jitni ziada learning hai us ka aap ko bohat ziada faida hota hai to hum logo ko chaye hum ziada se ziada knowledge gain karen and trading ko seekhen.
          • #6 Collapse

            Nai mery bhai forex ak esa business hai jis me koi limit nai hai learning ki ap jtna marzi chaho learn kar sakty ho is me koi limit nai hai lekn ap ko is kliye kafi time lagta hai lekn ak bar sekh jayen toh ap ko bad me issues nai face rna party jo dosry new trader ko krny prty hain jo bina sekhy samjhy forex me live par kaam shuru kr dety hain apko demo par learning krni chahye ziada se ziada.
            • #7 Collapse

              learning ki koi limit nahi jitna learn karo gay apna faida ha demo trading se hamen forex ko barri had tak seekhny ka moka milta hai demo is a like a teacher ham demo pe practice kr k kafi achi learning kr skty hian tu is liye forex trading main demo back bone ki hasiiat rakhta hai isliye demo pe practice krna bhot zroori hai
              • #8 Collapse

                bhai forex trading bhi aik unlimited business hai or es ki leraning bhi un limited hai es ki learning k liye boht time chahye hota hai hum na tu kuj dinu main pori kar skty hain or na he kuj mahino main pori kar skty hain es ko sikhny k liye boht time chahye hota hai osk bad bhi hum yah nahi akh skty hain k hum trading ki leraning pori kar chuky hain
                • #9 Collapse

                  bhai forex trading main leraning ki ki limit nahi hai q k forex main hum daily base par boht se ayse pints ko dekhty hain jo k forex main new hoty hain hum basic leraning tu kar he lety hain alken es main boht kuj change hta rhata hai es liye hmains ath sath un ko learn karna parhta hai tab he hum forex main survive kar skty hain or kamyb ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trading aik online aor bhot hi wasee business hay jis ma earning ki koi limit nhi hay ap unlimited profit kama saktay han laiken is kay liye bhot hi zeyada mehnat ki zarorat hay aor ager hum pori mehnat kay saat isko learn karay gay aor demo account per zeyada say zeyada practice karay gay tu pher hamaray liye trading kerna kaafi asaan hu jaye ga aor pher hum forex say unlimited profit kama sakay gay.
                    • #11 Collapse

                      jaisa k kahawat hai k "INSAAN TAMAM UMAR SEEKHTA HI REHTA HAI" isi tarha bhai jaan is karobaar mein bhi na to learning ki koi limit hai aur na hi earning ki koi limit hai aap rozana hi koi na koi nai baat ya tajruba zaroor haasil karain gy ab us sy faida haasil karain ya na karain ye aap pe munhasir hai
                      • #12 Collapse

                        Mery bhai forex trading mein learning ki koi limits nahi hein aap jitni ziada mehnat se learning krengy aapka experience utna ziada hoga aur aapko trading mein faida hoga,aur is faiday ki limit aap tak nahi hogi balkeh aap k experience se aur log bhi faida uthaengy.
                        • #13 Collapse

                          forex trading ik smandar ki trha hy jitna bbi learn kr lo thora hy lkn apko iski basic ka pta hona chay or kch advnse chzn ka ilm hona chay or mt4 ko use krna ana chay bs baki bat stragty ki hy apko ksi ik stragty pr grift honi chay bs us pr kam krna chay bs ksi ik ka apko ilm hona chay
                          • #14 Collapse

                            Piary dost learning ki koi limit nhen hey belkeh yeh aik na khtem hony wala process hey. Yehi baat forex trading knowledge ki bhi hey is main bhi knowledge bahut zarori hey ager knowledge ho ga to trading main confidence aey ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main learning ki limits kia hain ya yeh unlimited business hay?

                              forex bohat bara business hain hamy ache learning hasial kar ky is mai kam karna chahey hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge mai azafa hota hain yai aik unlimited business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X