Time management in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time management in forex
    Dear friend mery hyal ma jis currency k pair ma hum trading krna chahty ha us k hisab sa humain ye dekna chaheye k kis time pa us ki movement zyada yez ho jati ha agar hum kuch din ye bat note krly to umeed ha us pair ma hum nuqsan ni kr skengy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear time hi tu sab sy best hy is mai asal mai sari bat session ky open hony ki hy ager ap ny aud or nzd per trade kerni hy tu ap ko suba 5 bajy ki market ko daikhna ho ga or ager ap ny eur or gbp mai tu 12 ky bad ap ko trade lyni chaiya or us ko sham 5 ky bad trade ly tu kafi asani rahy gi ap ko trade mai or achi trade bi mill jay gi.
    • #3 Collapse

      jee han dear aap nay boht achi baat ki hai time boht matter karta hai trade main aor perfect time main ager aap thoora sa time bhi market main daity hai to bhai aap us main bhi acha profit lay sakty hai aor main aik aor baat add karna chahta hoon ky aap apna profit ka daily target rakh lain aor jab wo achive hoo jaye to market leave kar dain best hai newbies ky liye
      • #4 Collapse

        jis waqt hum trade karain aur jis pair par karain uuski knowledge huni chaye agar nahi hy to us waqt tak trade na karain jab tak hum is main aik achy trader na ban jaye. aur is k liye buhat mehnat ki zaroorat hoti hai.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Yes dear ap ne theek kaha k huma tub hi experience haasil ho ga jb hum kisi b pair ka trend chek kra ga k ye kb tez hoti ha aur kb slow hoti ha tu tb hi huma experience haasil ho ga aur sucess hasil kr skta ha
          • #6 Collapse

            time ko b manage krna zaroori ha cox koi according to pk time night time market ki movement boht slow hoti ha...even that 12 mp to 8 pm tk market ki fluctuation boht zayada hoti ha..!
            • #7 Collapse

              G ap ki bat bilkul right hay aur main ap ki bt se agree karti hunnk hum trading main jis pair par bhi trading karna cahte hain humain cahiay k hum us se releted proper knowledge hasil karain us pair se mutalik tamma unformation honi cahaiy humare pass tab hi hum us pair par trade kar pate hain us se achi earning hasil kar pate hain kiu k jab kat humare pass proper knowledge nai ho ga hum kabhi bhi kamiab trade nai kar sakte
              • #8 Collapse

                Time frame ka janna buht zruri hy. Ye tabb e possible hy k jb hm bar bar 1 trading pair ko monitor krty rhen gy. Us sy hm us pair k behavior ko jan sken gy k kb tk aur ks ks time me ye ks side pr ziada move krti hy. Is k ilawa hmy world level pr trading k jo session hn un k time table ko b daikhna ho ga us me jo time frame hy wo konsa hy js me overlapping ka time hy.
                ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
                • #9 Collapse

                  forex trading main time ki boht ahmiyat hai forex main hmain sub kuj timely karna hota hai jub hum trading karty hain tab he hmain time par he apna order lgty hain tab he humin acha profit milta hai es liye hmain apni trading main time par krna chahye q k jub hum thora sabhi lait ho jaen tu hmain loss ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Time management in forex

                    forex mai hamy ache learning hasial kar ky money management kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai legal ban cuka hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Time management in forex

                      time management bohot zaroori hay , risk management or capital management kay baad agar forex trading mn koi zaroori or aham cheez hay tou woh time management hay , different pairs ki different time pay movement check karna bohot zaroori hy aap ic ko note bhi kar sakty hen or highest or lowest points ko highlights bhi kar sakty hen , ic say aap ko daily behaviour check ho jaye ga keh kis time pe aap ki movement fast hay or kiss time per slow hay , forex trading aik aisa wahid bussiness hay jis mn agar aap nay timing ka khayal na rakha tou aap ko bohot bara loss ho sakta hay ic liye hamen chahye keh time ko achay say ar kay manage karen or avail karen ic ki har oppertunity ko achay say karna he kaamyabi hay or n aakami ic kay ullt mn karny say hy, umeed karta hun keh aap yaad rakhen gay un lamhaat ko jo ham nay share kiye hen .

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X