Small lot size risk management k leye acha option hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small lot size risk management k leye acha option hai?
    Jab be hum forex trading ki baat karte hai tu risk ki baat zaror aate hai aor risk management par zor daite hai k proper risk management hone chaheye taake apka account safe rahe so ik simple way ye be hai k agar ap small lot size par focus karengay tu ye ik risk management tools ban jaege apke leye aor ap kesi be negative situations mai be safe rahengay ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear risk Managment ka sab s important part hai small lot kiun ka small lot s ap ko loos agr ho tu tohra hota hai jo recover able hota hai laken agr lot size bara ho tu risk Managment ap nahi kr sakta loos recover bi nahi hota dear ya bat tu haqeeqat hai ka profit tohra milta hai lot size kam ho to laken agr ya sochain na ka tohra ka jo profit tohra milta hai na milna s tu bohot bahtar hai janab is lia lot size kam rakhain ta ka ap ki risk Managment ho sakta
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Jab be hum forex trading ki baat karte hai tu risk ki baat zaror aate hai aor risk management par zor daite hai k proper risk management hone chaheye taake apka account safe rahe so ik simple way ye be hai k agar ap small lot size par focus karengay tu ye ik risk management tools ban jaege apke leye aor ap kesi be negative situations mai be safe rahengay ...
      trading karte huye small not switch IC use karna Ek bahut acchi management of P and Q can come training karte huye Usman lot size you Zindagi Se Hame profit and losses Hote Hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Dear main aap ki baat sa itafaq karta hoon aap bukal thek kaha rahay hain instaforex trading aak bhot he difficult aur risky bussniss hay iss bussniss main risk managment bhot zarrori hay jo har trader apna hasab sa karta hay khuch trader take profit aur stop lose laga kar kartay hain khuch small lot laga kar risk managment kartay hain
        • #5 Collapse

          bilkul sahi hy janab ap ager is bat ko hamesha follow kerty hy tu ap ko kabi bi loss ka samna nahi kerna pery ga or na hi kabi ap ka account wash ho saky ga bas ap hamesha apny total amount ka sirf 1 % hi trade per lagay tu ap ka risk bi kam ho ja jis ka fiada yi ho ga ky ap mind tor per bi sukoon mai rahy gy or ap ko loss ka kahtra ya account ky wash hony ka bi nahi rahy ga or ap ik acha profit bi earn ker saky gy.
          • #6 Collapse

            jub bhi koi trade karta hai to is main zyada lot size ka rizk n lein is sy faida to hota hai lekin is main nuqsaan bhi buhat hy to ye schy k hum agar is main kam earn kary gy to humara account safe rah ga lekin agar zyada earn ki koshish kary gy to accoun wash huny k chances hoty hain.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              G bilkul apki bat drust hai risk management men small lot size bohat zaruri hai. Agar ap small lot size ka istemal karen to apka rosk kafi had tak minimize ho jata hai.
              Jab tak apka capital 100 dallar se kam ho kabi b big lot size ka sochna b nahin warna apka account jaldi wash ho jaye ga
               
              • #8 Collapse

                G bilkul apki bat drust hai risk management men small lot size bohat zaruri hai. Agar ap small lot size ka istemal karen to apka rosk kafi had tak minimize ho jata hai.
                Jab tak apka capital 100 dallar se kam ho kabi b big lot size ka sochna b nahin warna apka account jaldi wash ho jaye ga
                 
                • #9 Collapse

                  G dear ap kabi b big risk k sath trade mat karo hamesha apni volume kam rakh k thora thora profit lene ka naam he trading hai aur yehi sab se best rolls hai market ka agar apne bari volume ki trade lagai to apka account wash ho jaiga to iss loss se bachne ka bas ek he tarika hai wo hai money management to iska khayal bahut eham hai dear
                  • #10 Collapse

                    G bilkul specially agar ham new Hain to po hmain is bat ka bharpor kheyal rakhna chahiye ke ha greed na karain zeyada volume ke mein risk buhat zeyada hota hai is liye management isi mein hai ke AP volume kam rakhen
                    • #11 Collapse

                      Dear app ny sahi baat kahi he ky trading main risk boht hota hai our har trade reski hota hai likn ager ham apny har trade ky risk ko mange kar sakty hai us k liy zrori hai k ham apni trade ka lot size kam rakhain ta ky hm zaida loss sy bach sakin
                      es ky liy zrori hai k ham apna ek tragit set karain jis ky mutabiq ham trade krain ta k zaida risk sy bach sakain
                      kabi b ek sath zaida trade na lgain ku ky ye b risk ko brhati hain
                      • #12 Collapse

                        small lot size ek acha option ha hmary pass is say agr loss ho to recover b jaldi ho jata ha cox loss koi itna zaxada ni hota...or hum small lot ki multiple trades ke k apny account ko manage kar skty hain.
                        • #13 Collapse

                          gi janab yeh to totally apkay apnay oper depend karta hai kai kai ap kitna risk lai sktay hain forex trading main agar ap risk taker hain aur zaida gain karna chahtay hain tu ap zaida lot kai sath trading kar sktay hain lakin agar ap risk nahin laina chhtay tu ap ko hamesha minimum lot size kai sath hi trading karni chahiyay.
                          • #14 Collapse

                            Yes my dear i agrees. Small lot size se hmara na sirf profit small hot hai bl k loss b small hi rahta hai jisy hm asani k sath recover b kr sakty hain.Is lye forex me Greed se bachny ki boht hi zarort hai. Lekin agr ap experienced trader hain or ap ko H4 me strong signals mily hain to ap thori dair k lye big lot se acha profit b bna sakty hain jisy scalping krna kahty han. Magr ye boht risky b hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading k kuch apny usool hoty hay jis may ak tu greed se bachna or dosra proper money management jis k waja se trading kafi successful rehti hy isi waja se trade lagatay waqat small lot size lagana chahiye isi tarha ziyada loss se bacha ja sakta hy, or trades ko profitable banaya ja sakta hay or achi khasi profit nikala ja sakta hy or forex market may long period k liye raha ja saktahy.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X