Small lot size risk management k leye acha option hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main lot size bahut he important hota hai kiun ka lot size he trade ke sab sa phali stage hoti hai jitna lot size bra ho ga utna ziada risk ho ga jitna chot lot size ho ga utna he risk kam hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      risk factor trader k apnay hath man hota ha. ic liye trader ku chahye ager oc k account ka balance or equity kum ha tu zyada risk na lay or jitna hu sakay epxerience k mutabiq lot size use kery.
      • #18 Collapse

        Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

        forex mai money management ke bohat ahmeyat hain hamy isy bahter bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy forex mai hamy kabe be bager learnign ky tukka baze sy kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga or hmara sara paisa zaya ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

          Agr small lot size ho to risk management ky liye bht acha ha. Q ky small lot size ki waja sy kabi b zayada loss nai ho ga . Or business ky liye bht zarori ha ky loss risk km ho.
           
          • #20 Collapse

            Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

            time management , money management kay baad agar koi aham element ahmiaat rakhta hay or forex gtrading mn uc ko samjha jaata hay tou woh risk management hay , ic say ham loss ko kam say kam rakh sakty hen or ic ko implement karwanay mn kuch aham points ya steps hen ic mn sab say pehla step lot size ko kam rakhnay mn hay , yeh woh whid or pehla step hay jiss say risk management ki ibtidaa hoti hay , baki aap samajhdari say baqi tammam steps ko bari baari use kar kay implement kar sakou tou yeh aap kay trade kay liye aham ho ga .
            • #21 Collapse

              Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Jab be hum forex trading ki baat karte hai tu risk ki baat zaror aate hai aor risk management par zor daite hai k proper risk management hone chaheye taake apka account safe rahe so ik simple way ye be hai k agar ap small lot size par focus karengay tu ye ik risk management tools ban jaege apke leye aor ap kesi be negative situations mai be safe rahengay ...
              Traders ko chahiye K trading karte huye Hamesha Saman lot size use Karke trading Kare Kyunki Agar trading karte huye Jyada risk Lenge to bahut jyada loss ho sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

                Main is baat se totally agree kerta hun k ager ap ne apny risk ko minimize kerna hai to ap ko small lot size lagana hoga khas tor pay ager ap new commer hai to ap ko bohat ehtiat kerna hogi ap apna lot size 0.01 rekhain ta k apka account wash na ho aur ap market main in rehain jis se ap ko bohat faida hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

                  forex ma agr ap lot k size ko chota hare ge jis par ap ko achi tara brosa nahe ha to ya achi bat ha lakin agr ap ko pora brosa ha jis sa ap acha profit hasil kar sakta ho to ap ko chaheya k lot ko zayada kare agr ap lot k size ko chota he rakha ga to ap ko zayada profit hasil nahe ho ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

                    pricey, essential aap ki baat sa ittefaq karta hoon aap bukal theek keh rahay hain instaforex buying and selling aak bhot he tough aur volatile bussniss hay iss business predominant threat management bahut zaroori hay jo har trader apna hasab sa karta hay khuch dealer take profit aur forestall lose laga kar kartay hain khuch small lot laga kar risk management kartay hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Small lot size risk management k leye acha option hai?

                      Small lot size b risk management ki hi ak qism ha. Agr lot size chota ho ga to loss ka risk b kam ho ga. Lalchi howe bgr trading hamesha faida deti ha. Is liye zarori ha ky lot size kam rakha jay.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X