Have you taken Forex as your only source of income???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    humain is main kam karny say income hasil ho sakti hay humain hard work kar kay kam ta kay humain soruce of income ko increase kar sakay or humain acha profit hasil ho sakay
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      ye ak boht hi best buisness hai is main har koi trade kar k earn kar sakta hai experience hasil kar k hi hum achi trade kar k run kar skay gay aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k earnin ho
      • #288 Collapse

        forex man baaz traders aysy han jin ka just forex hi source of income ha dosra koi zeriya nae ha forex k siwa. ic liye ju traders dosri job rekhty han un k liye forex aik acha business ha.
        • #289 Collapse

          Forex ko as a source of income use kia ja sakta hy lekan is par fully depend krna kafi dangerous ho sakta hy. Yeh aik risky business hy aur is main kisi bhi waqt unexpected movements ki waja sey loss ho sakta hy. Is leye forex par depend krney ki bajaye is ko as a part time hi use kia jaye to aap secure rehtay hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #290 Collapse

            No main to alhumdollelah ab permanent job bhe ker raha hoon our jo free time hota hai main us main forex kerta hai our pher us main earning kerta hoon

            اب آن لائن

            Working...
            X