Knowledge kay sath trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge kay sath trading
    Forex ki market mein agar aap ko forex ka mukammal ilm nahin hota tou aap ko kamyabi iss mein nahin mil sakti hai ho sakta hai aap ko aik dafa bina ilm kay profit ho jaye per doosri dafa aap ko pahele profit sae zayada loss ho jaye tou forex ko sab sae pahele mukammal seekho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar aap bagair knowledge kay forex trading kartay ho then aap kamyab hona apnay mind se nikaal den kyun kay jab tak acha knowledge
    aur experience nahi hoga aap trading kay liye best strategy aur best planning nahi bana saktay agar aap bagair knowledge kay trading kro
    gay kabhi profit ho bhi sakta hay magar continue success kay chances nahi hotay esliye knowledge kay saath trading kro gay tou aap
    ko achi success asaani se milti hay..
    • #3 Collapse

      Dear ap ne theek kaha trading k lia knowledge bht zroori ha huma chaya k forex ma trading k lia learning pr tawajjuh da taka ziada huma sucess hasil ho
      • #4 Collapse

        Dear forex trading aik acha aor profit wala business hay liaken risky bhi bhot hay is liye ager is say profit earn kerna hay tu pher iska mukammal knowledge aor experience hasil kerna huga kiun kay forex market say without knowledge aor experience kay koi bhi profit nhi kama sakta hu sakta hay aik do dafa luck per profit hu jaye tu iska ye matlab nhi kay her dafa hi profit huga.
        • #5 Collapse

          Conplete knowledge ka sath trading krna ka lia ap ko tohra wait krna para ga kiun ka complete knowledge hasil krna ka lia ap ko jaldi hasil nahi hota tohra time lagta hai is lia agr ap chata hain ap forex mai accha trader banna chata hain tu complete knowledge gain karain ta ka ap ko loos na ho time tu lagta hai laken trading ap sari life kr sakta hain is ka bad ap ko koi bi job krna ki zarorat nahi parti thanks
          • #6 Collapse

            hmmmmmm bilkul thk kaha hay ap ny k ek bar tukka lag skta hay har bar nai lagta is ki how know honi chhaiye. is k begair ap itny tees mar khan nai hain k har bar profit uthayen.
            • #7 Collapse

              Frex mein kaam karnay kay lye forex ka knowledge hona bahut zaroori hai warna iss kaam mein aap komloss hi hota rahay ga aur mein tou aap komkahun ga kay jab tak aap kay pas forex ka mukammal knowledge nahin hai aapmuss waqt tak forex mein trading start na karain
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum posting ya per trade apna knowledge ka motabak lagna start karda to per hamara leya best rahaa ga esleya hum ko chaheya ka hum trade ya per posting apni knowledge ka motabak lagana start karda to per hamara experience be acha hoga...........
                • #9 Collapse

                  Forec my knolige hasil krna bhot zeada zarori hota hy ham ko knologe k sath tradimg krni chiya hamy is my wasy inveat nai krni chiya na hi apna bunass easte krna chiya ham ko is my experiemce sahi trha sy hasil krna chiya hamy is bismess my bhot hard work krna chiya ya kam bhot bra hy is ko sahi seriuse lyna chiya
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trading eik bohat risky but profit wala online business hay es main agar hum proper knowledge nahi hasal karty or tradeing shoro kar dety hain es main hum ko zeyada loss ho sakta hy es lay behtar yahi hay kh forex main trading mukamal knowledge hasal kar kay or demo par achi tarha practice kay bad experience hasal larny k bad tradeing karin tab ap es main asani say kamyab ho sakty hain or acha profit hasal kar sakty hain
                    All The Best Dear Friends
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mai knowledge aor experience ka buhot aham kirdar hai agar tu kesi k pas ache knowledge aor experience hoge taab wo ache aor profitable trading k kabil hoga aor agar kesi k paas ache knowledge aor experience nahe hoge taab wo bare mushkil say apne trading kar sakega so knowledge k saat trading karna zarore be hai aor profitable be..
                      Zuhaib9988 Trading journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                      • #12 Collapse

                        G ha ham ko knowledge k bgiar kbhe bhe trading ni krne chye or aias trading ka koi faida. Bhe ni ha koe k forex world over market ha aias k sentiments samghe bgair kbhe bhe trading ni krne chye ham ko chye k hm sb se phle forex ko ache trah se learn kre or sath sath demo pe ache trh se practice kr ta k loss se bcha ja ske
                        • #13 Collapse

                          forex main kamyb hony k lye hmain bot sara knowledge gain karna chahye jis se hmain acha profit milny k chances hoty hain aghr hum eith out knowledge trading main kamyb hona chahty hain tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho paty hain or hmain loss hony k chances bhi zeyad ho jaty hain es liye apna knowlege gain karen os k abd real trading karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge kay sath trading

                            forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai investment be kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge kay sath trading

                              Hamare Paas Kitna Jyada knowledge hoga Itna profit bana sakte hain aur aap logo ko Itni Zyada kamyabi Milti Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X