Kiya new traders b profitable trading kar sakty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya new traders b profitable trading kar sakty hain ?
    Aksar yeh baat parhnayaur sunnay Mai atee hai ke forex trading waise tu aik mushkil business ha he lakin yeh new traders k liye khas toor per bohot he ziada mushkil sabit Hota ha aur new trades bohot arsay baat he iss qabil hoty hain ke woh forex trading sa kuch earning b kar sakin ?

    App say question yeh hai k kiya Kiya new traders b profitable trading kar sakty hain ? ya phir bohot ziada mushkil ha ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai har wo chez jo hm new start krte hain mushkil hoti hai but ye depend krta hai k ap kitne ache planner hain or ap kitne intersted hain ap kitne hard worker hain ap kitne detemine hain agr ap in sb chezon ko sath le kr chalte hain trading k baray main acha knowledge rakhte hain tbhi profit gain kr sakte hain bhale new hon ap.trading main skills or knowledge zarori hai.
    • #3 Collapse

      G han bilkul new traders be profitable trading 100% kar sakty hey market ka knowledge zeyda na rakny ki waja se agar new traders strong trend line ko follow kar leya karen gey to asani se us key trades profit me ja sakty hey es halat me greed par new traders ko control hasil hona chaye.
      • #4 Collapse

        Dear main ap ki bat se agree karta ho k forex aik mushkal business hai or hamain us time tak forex main earning nahe hoty jab tak ham us ko samjhty nahe hai. is lai forex main aty he ham profit ka na sochain balky ham yah dikhian k ham forex per grip kaisy kar skaty hai yani ham kasiy yahan se knowldge hasil kar skty hai.
        q dear agr ham na aty he income ka soch lia to yah ho ga k ham forex ko theak tareeky se learn nahe kar payin gy is lai dear forex ko time dain and demo per time dain .warna ho sakta hai k start mian he ap ko loss ho jain
        • #5 Collapse

          Dear baat ya hay k instaforex trading sa chahay new trader he kyun na ho earning kar sakta hain lakan earning us k laya aap bhot zayada mehnit aur knowledge ki zarrorat hoti hay jo be new trader instaforex trading main aata hay phalay pak fouram per demo account main prectice kar k aata hay ager aap pori tawaja sa demo account main prectice karan tu bhot jaldi new trader be instaforex sa earning start kar kar saktay hain
          • #6 Collapse

            yes kar saktay hain magar wo new traders he achi earning kar saktay hain jink pass forex ki di hue achi taleem hoti hay jo is main bari mehnat kar agay barhatay hain wo jaisay he forex main enter hotay hain unhain earning start ho jati hay aur ahista ahista unki pakkar aisay hoti hay jaisay wo bari dair say forex main kaam kar rahay hain so agar ham achay aur expert traders banna chahtay hain to hamain achay knowledge aur experience k baad he forex ko join karna chaye.
            • #7 Collapse

              Bht ziada practice chaye hoti ha real account k lye q k theory perhny k sath sath experience gain krna bht zruri ha aisi aisi satuations aa jati ha k un ko handle krna bht mushkil ho jata ha es lye new trader ko me recommend ni krn ga k wo real pe aen
              • #8 Collapse

                forex trading business mein new trader ko is liye loss hota hy k un ko learning knewledge aur experience kam hota hy aur new trader earning kar saktay han wo is traha hi kar saktay han k market ko samjhen aur trend ko follow karain aur greed jald bazi na karain aur sabar se trading karain tab hi profit ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  bhai ye ak international bisnes hy bcho ka khel nhi ap khud socho new log kesy earn kr skty hn 6mnth tk to bndy ko chart ki seting or mt4 ka uses ka e nhi pta chlta to market sy pesa kesy earn ho skta new logo ko chahy ky zada sy learn krn phr demo prctise krn wo b km az km 6mnth tk phr earn krn
                  • #10 Collapse

                    ji bilkul kar skty hain i'm new trader here and i earned 4 dollars in forex. so main mashwara sirf yehi daina chahta hoon ap jis reference ssy id forum pe aaye hain in ko lazmi touch krain aur earn krain
                    • #11 Collapse

                      Kafi log dakhy ha ka wo new aty hi trading start kar laty hi anko shoro ma profit huta hi liken bad ma greed hu kay loss kar jaty hi pahir kahty hi loss hu gay ma kaho ga jo new user hi wo aty hi trade mat kary sab say phly demo account use kary awor jab how know jan lay pahir choty account sa trade start kary
                      • #12 Collapse

                        Ga ha new new tarder bhi trading k k profit kama sgty hu bs thora sa lern hona chiya pta homa chiaya k khsy kam krty hy is my yrade khsy lgaty hy our market up ja rhi ho ya sell ja rhi ho to konsy taime my komsi trade open krni hy baki to bnda experience sy sekh jata hy our taime lgta hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          dakhin bat ya ha ya 1 online business ha.or ya sara business news kay oper hi depend kerta ha.market main up and down ki waja hi forex news hai.new trader is business main atay hi ya sab kuch seekh nahi sakta.yahi waja ha kay new trader ko is business main loss ho jata ha.han ager new trader kisi expert trader kay sat rahty howay apni trading ko karay to wo 1 alag bat ha.is business main acha trader banay main kuch time zaror lagta ha.us kay baad hi is business kay baray main thora buhat samaj main ata ha.or us kay baad is business main profit jo hasil kiya jata ha.new trader is business main atay hi long term tak along trading nahi ker sakta.at the end usko loss ho hi jata ha..
                          • #14 Collapse

                            Gee dear member new traders be agar learning ka tawaja dain or acha knowledge hasal karny kay bad market ko analysis karin or on ko demo par apply karny main kamyab ho jain to en k bad woh instaforex main real account par be achi trade open kar sakty hain es say onko profit hasal hoga
                            Achi mehnat ki jay to new traders b profit hasal kqr sakty hain
                            All The Best Dear Friends
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai aghr tu new trador full trading ki leraning or demo account par trading ki practice achi trah kar chuky hain os k bad real account main trading kar rahy hain tu wo such main apni trading ko profitable bna skty hain or boht se ayse trador bhi hain jo aty he boht achi trading kar rahy hain oski yahi wjah hoti hai k wo pahly proper know;edge k sath forex main kjoin howe hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X