what makes us lose in this trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    deekheen app jab apna account make kartey hain sab se pehley app ko uss ki worth ko deekhna hoo gaa ager uss ki worth 300 ya 500 $ hay tu app little trade kar sakatey hai jiss se app loss se bachey raheen gay. dpsraa app ko market par nazar rakhnee hoo gee. teesra ap ko iss barey trade karnee aatee hoo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      traiding aik bohat he acha busines hya jnab,.is mai kaam kar k kafi mza bhi ata hay jnab,,,,is mai humay chahye k jitna ho saky hum loss say bachayin
      • #63 Collapse

        Mairay khial main to dono hi cheezain nuqsan daiti hain wasay bhi greedy atitude bhi aik stupidity hay.iss ley greedy atitude say bchna zroori hay.jb trader greed ka muzahira kerta hay to wo stupid analysis ker kay stupid tarde lagata hay.iss ley mairay khail main yah dono cheezain aik doosray kay sath attach hi hain.
        • #64 Collapse

          Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading ain gred aur stupidity dono hi aisi cheezen hain jin say loss hojata hay kay loss aap ki ghalti ki waja ha s eay amesha is cheeon say bachen takay aap ko profit ho loss na ho
          • #65 Collapse

            Behtar yehi hota hai k jb trading ki jaye to kisi btrha ki social life tenshions ko beech mai na laya jaye.Q k hr koi apnay future k liye hi strugling kr rha hota hai or jitna ho skay short time mai zyada rich bnnay ki koshish krta hai.jb k esa nhi sochna chahiye.trading krtay wqt hmay apna poora focus trading pr krna chahiye.agr hum idar udar ki sochay gay to ye soch greed mai change ho skti hai or hmay loss ho skta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #66 Collapse

              forex main agar ham ziada jaldi ameer bananay kay chakkar main atay hain to ham is main allach ki waja say aksr trade main loss kartay hain. or maray khayal main frex main loss karnay ki main waja yahi greed hay
              • #67 Collapse

                Jee bhai mere khayal se ziada tar hamen forex main greed ki waja se loss hota hai kiunke greed ki waja se hum jald bazi karte hain or baghair soche samjhay trading karte hain jis ki waja se hamen loss hota hai.
                • #68 Collapse

                  forex mian ap ko 2 cheeze bhut loss dety hai ju k main cheexe huty hian,.
                  greeed
                  emotion
                  • #69 Collapse

                    aslam o alaikum g dear ap k emotion apko loss ki taraf lay jatay han orr baz okata apki bht si cheezen asi hoti han jo apko sirf loss dyte han wo knhi apko faida nhe day skti soo dehan say kam krna chye or earn krna chye na k loss itni mehnt k bd loss ho to kia fada asay kam ka
                    • #70 Collapse

                      when you loss in a trade than there can be a multiple reasons like
                      inaccurate analysis
                      high risk taken
                      unaware of news affects
                      • #71 Collapse

                        Humay loss forex trading main tab he hota hay jab hum ziada profit ka lalch karty hay so humay lalach say door reh kar trading karni chahiye tab he hum esmain kamyab ho sakty hay.
                        • #72 Collapse

                          Most of the time we get loss in Forex trading market because of our greediness, we should must control our greed in Forex trading market because if we will not control it then we will not be able to earn money with Forex trading market.
                          • #73 Collapse

                            jab bhi jum greed mein ajaty hain to humein loss ho jata hia humein iss say bachnay k liye chahiyekay main khud ko mazboot karo or kabhi bhi oss ko use na karon kyunkay he bilkul achi nahen hai.
                            • #74 Collapse

                              Greed is curse aur jo log lalach ko nahi chhortey woh always loss uthatey hain. Hamain aik time table bana kr aur aik strategy bana kar kam krna hota hy aur jo log baghair kisi planning key kam krtey hain unhain profit ki bajaye loss ho jata hy. Hamain chahyee keh hum apney aap ko judge karain keh hum kahan kahan mistakes kr rahay hain aur phir un ko control krain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                gold trading tak jany k leya kuck time or envestment ki zarourat hoti hai es k bena apa gold trading nai kar sakty or jab kesi my kuch time ho jay tu ap gold trading hasil kr sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X