News kay baad trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News kay baad trading karna
    Dear members mein aap ko yeh batana chahta hoon kay jab bhi koi bari news aanay wali ho ya koi bari news aa jaye tou trading mein thora wait ker kay market ka rujhan dekh lain kyun kay aksar news kay baad ya tou market bilkul down chali jati hai ya up chali jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein trade krty waqt yeh khayal krna chahiye k news boht important hoti hein,market mein news ko read krein us k baad trading krein kionkeh market news se trading mein boht help milti hai,market ki movement ka pata chalta hai,market favour mein ho tu trading krein.
    • #3 Collapse

      News ki waja say forex market main tezi ati hay lakin aik bat zehn main rakhi chahye kay some time positive news ka impact negative aur negative ka positive parta hay is liye news kay time pe apni tested strategy kay sath trade kerna chahye. aur some time news kay bad market both way oper bhi move krti hay aur nechay bhi. is liaye apni strategy say hi trade krna best hay.
       
      • #4 Collapse

        yes mery bhai ap ny buaht achi information d hai news k wkt trading karna buhat hi risky hota hai hamy chaiye k thora wait kar len us k bad markt k trand k hisab se trading karen
        • #5 Collapse

          dear news trading ik bahut hi riski kam hy ager tu kise ko is bary mai knowledge nahi hy tu wo lazmi is mai loss kery ga kiyo news ky time jo red hoti hy wo market ko ik terf ly jati hy ya tu buy mai chali jati hy ya phr sell mai bhag jati hy agr ap ny nanlysis nahi kiya howa hy tu phr ap ko lazmi loss ho sakta hy .
          • #6 Collapse

            g haan bhai jaan ham ko forex mafourm main news kee baad hi trade lagana chahiy hai q k hamara andaza ghalt bhi ho sakta hai aor jab news ae gaa tu ham ko trade laganachahiy ha
            • #7 Collapse

              Apne bilkul tk kaha hai trading lagana k lia apko do chezo par bhot hi considration rakhni chahiya ek tu ye k ap News ko lazmi follow kar k trade lagao aur dosra apko time pata hona chahiya open and closing ka jab bhi ap trade lagao tu ye dono lazmi hain bhot achi trading k lia thank you.
              • #8 Collapse

                Dear agar din mein koi news ki prediction ho tou aap ko chahyea kay aap uss kay lye analysis complete ker kay pahele sae trade open karain kyun kay agar aap news time kay baad trade open karain gay tou uss waqt market bahut tezz hoti hai aur jo trade aap open karain gay woh loss mein bhi ja sakti hai
                • #9 Collapse

                  G bilkul wt kar lena munasab hoga qk market ki movement hoti rahti hai to thora wait kar leny k bad he trade lagani chahye aesa na ho k over confidence ho k jald bazi me trade lga den or loss ho jay
                  • #10 Collapse

                    Dear sahi bat ha huma news k bad hi trading krni chaya aur news ma trading dekh kr hi huma koi decision leni chaya aur trading krni chaya
                    • #11 Collapse

                      boht ahm nuqta uthaya hay k news k bad market ya ooper chali jati hay ya down aa jati hay. isi liye hamain thora soch smj k karna chahiye jo kuch bhi. wesy bhi chart data ko lazmi dekha jaye aur thora profit b kafi hota hay
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karni start karda to per hum ko achi bohat achi earning hoge esleya hum ko news sa bohat achi earning ho sakte ha ager hum news ko follow karna start karda to per warna nhi .................
                        • #13 Collapse

                          news main trading boht effect hoti hay khas ker un logo ki jo short trader hotay hay small time frame use kertay hain. long trades ko news itna effect nhi kerti is liye news main jitni bhi trade ki jay us ko safe kia jay aur market ki simat main tade lagai jay some time news ka effect reverse bhi parta hay aur market news kay opposite move kerti hay.
                           
                          • #14 Collapse

                            waisay tu news kai baad buhat say trader trading kartay hain aur khuch traders news anay say pehlay pending orders bhi laga daitay hain lakin main news kai oper trading karnay say ijtanab karti hon because market ki volatility buhat zaida hoti hai us waqt aur ap agar stop loss ka istamal nahin kartay tu ap ki tamam equity khatam ho sakti hai aik hi trade main. technical trading main kam risk hai tu main wohi karti hon support aur resistance ko dhaikh kai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai as baat ka bht khyal rakhy news ko bht tawja sy suny q ku ku ap ko news ma bhat help milte hain forex ky bry ma phly ap news ko folwo kary market ma q ky as sy ap ko treading ma bhot help milte ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X