Seekhny mein sharm
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Seekhny mein sharm
    Seekhny mein sharam mehsoos nai kerni chaye. Chaye kisi choty se ap ko koi malomat mil rahi hon.
    Ap ka kiya hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul sahee kaha forex trading Kay jithnay bee members hay wo aapas may har mozoo discuss karthay hay our is forum par knowledge ek dosray ko buhut achay tarekay say transfer kartay hay is liay agar koi member posts ko serious lay Kar study karay tho wo ek acha trader ban sakhta hay
    • #3 Collapse

      g han bro ap ki bat bilkul thk hy ke seekhny main sharam ni kerny chay jis tara kehty hn ke jo dur gia wo mur gia ap ko jub bh kisi bat ki samjh na ay to ap ko forum per thread lga dain ya apny kisi dost se poch lain ager ap pochin ge ni to seekhin ge kaisy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Dear friend yeh bat bil kum teek hay k kuch log umer k lehaz say apnay say choty semeor say kam sekhnay main sharam mahsos karty hain awa teek nahk hay asay log kameyab bhi nahi hoty knowlldge hasel karny main kisi tarah ki sharam nahi karni chahye asi main kameyabi hy
        • #5 Collapse

          this is good idea bhai seekny ma sharam bilkul ni karni chaheye agar kisi bat ka pta na chal rha ho forex k bary ma to foran poch lena cheheye senior members jawab dekr masla hal kia karengy
          • #6 Collapse

            G dear apny achi bt khi hy ilm hasil krna chahy jhan sy bi mily or sikhna chahy or forex trading mn to apko ik b achi tips sikhny ko mil gai to ap pesy kmany ky qabil hojao ga shrm wali bt nhi honi chahy or is forex ko sikhny ky liy apko jhn sy b sikhna pry jitni b fee deni pry fee deni chahy sikhna chahy phr e hm kmyab trader bbn skty hn
            • #7 Collapse

              G ap ki bat bilkul right hay k knowledge hasil karne main kesi shram humain agar kisi se acha sekhne ko milay tou us main koi harj nai hay beshak wo koi hum se seniour ho ya joniour humain knowledge gain karne se matlab hona cahiay na k is se jis se hum knowledge hasil kar rahe hay wo hum se bara hay k chota is liay knowledge jis se bhi milay hasil karain is mian koi kisi kisam ki shram nai hay
              • #8 Collapse

                koi bhi kam ho us ko seekny me koi sharam nai honi chahiye jab hum roz zindagi me itny bury bury kam karty he or us me zara bhi sharam nai karty to phir jab apny future ki bat ati he to humy kam seekhny me sharam ku ati he agar ap sharam ko goli mary or himat se kam le to ap apna future safe kar sakty he or bohat achy trader bhi ban sakty hen.
                • #9 Collapse

                  forex trading business ko sekhne aur samjhne mein sharm nhi karni cahaiye agr hum ko kise se bhi knewledge milta ho tu us ko hasil karna cahaiye knewledge aur learning aur experience hasil kar k hi forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han is liye learning hasil karne mein sharm nhi karni cahaiye
                  • #10 Collapse

                    seekhna chaiye kisi bhi tarah se seekhnay mei sharam nahi loss ke ki bohat se waja ho sakte hai jase ki thik se analysis na karna,emotions ko control na karna,sahi money management na karna or aise kayi karan.En sabka yehi karan hai ki aap disciplined hokar trading nahi karte.Jab aap disciplined hokar trading karenge to aap successful trader ban sakte hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      friend jis na seekhnay main sharam ki phir is na kuch nai seekha or jis na seekha nai is na kuch haseel nai kiya to ya bat to clear hay k seekhany mian koie sharaam nai kerni chaya ager main khud ko dekhata hoon to main yahan sa he seekh ker ya business main kaam kiya hay phalay mujha is forex k baray main kuch nai aata tha mager ab bhot kuch nai to kum b nai aata hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X