Forex with out experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex with out experience
    Dear friends.
    Kabhi bhi baghair experience ky trade mein entry na kerein. Sab pehly forex ka knowledge hasil kerein. Aur phir us per achi practice kerein. Jab ap ko acha experience hasil ho tab trade mein entry kerein ta ky ap ko loss na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalam o alikum dear friends agar ap koi bhi kam karty he to us k liye ap ko us kam ka experience hona zaroori he agr ap ko us kam ka experience nai he to ap us kam me kabhi bhi kamyab nai ho sakty or trading ek esa kam he jis me jitna bhi experience ho utna hi kam hota he or ap ko chahiye k agar ap trading karty he to ap ko experience hasil karna chahiye phir trading wala kam karna chahiye.
    • #3 Collapse

      Dear aap naybsahe kaha ha k experience k maximum noqsan e hota is liy experience ka hona buht zarori ha q k koi b kam ho us m faida tav e hota ha jab aap k pass us kam ka knowledge ir experience ho warna faidy ki jaga noqsan ho sakta ha is kiy pehly experience gain karin or phr us k bad forex maib tradeing karin
      • #4 Collapse

        G Dear bilkul sahi bat ki hai apne jab tak ap acha experiance gain nahi kar lete tab tak ap trading nahi karen kiun tab sirf loss hoga sab se pehle ap demo karen us main apna result dekhen us k bad ap real account main trading karen tab tak khuch experiance b gain kar lain apni skills ko b improve kar lain
        • #5 Collapse

          forex mien hamain try ker k experience hasil zaror kerna chahye ager hum try kerty hien or experience bee hasil ker lety hien to mien es bat ki gaurente deta hion k hamain es mien aa ker her bar success mil sakti hai.
          • #6 Collapse

            Dear yah bat bary ajeeb se lag rahe hai k koi banda jo forex main kamyabi chahta hia or yah per forex main kam nahe karna chahta and foerx ko time nahe daina chahta . or wo chahy k without experience and effort wo forex main kamyab ho jaiy ga . yah mazak he lagta hai q k ham janty hia k forex iak risky kam hai or is main ham agr sab kuch strategy k mutabik trade lagain to phir b assure nahe hota k trade profit main jaiy gy per jo banda with out any thing blindly trade lgata hai to wo kaisy regular proift main ja sakta hai it is difficult to think
            • #7 Collapse

              forex trading business ko agr experience aur knewledge k baghair kartay han tu is mein loss hi ho ga kiok forex trading business k liye knewledge aur experience zaroori hy knewledge aur experience se hi forex trading business ko samjh saktay han
              • #8 Collapse

                G bilkul apki bat tkh hy jb tk forex trading ka experinse or knowldge na ho trading nhi krni chahy kio ky ye ik international market hy is mn apko bht jldi profit ya loss ho jata is liy hmay demo practise ki zrort hoti hy hmay chahy ky internaet pr bht c web hn jo forex sy releted kafi knolwdge share krti hn or youtube pr b bht sy achy chnel hn ap whn sy b help ly skty hn
                • #9 Collapse

                  Dear friend ao kabhi bhi expereanse k bageer trade opon na kare sab say pahly trade opon karnah say pahly ap analeses kar leya karen as n bad trade kl opon karen ta k ao ak bary loss say mahfiz rahen
                  • #10 Collapse

                    Jee bilkul main aapki baat se agree krta hoon forex mein experience k begair trade nahi lagani chahiye kisi senior se aap signal ly sakty hein aur un se seekh bhi sakty hein lekin behter yeh hai k pehly isko learn kiya jaye.
                    • #11 Collapse

                      forex mein apko agr apke pass zada knowledge hain to apko is mein zada loss ho saktah ain apko is mein zada knowledge hasil kar sakte hain apko is meinknowledge k begair is mein trade nahi kran chahe tab ja kar ap is mein zada mehnat karna chahe tab ja kar ap is mein money earn kare sakte hain
                      • #12 Collapse

                        experience k bagair forex mei kuch haasil nahi hoga sirf loss hoga bagair experience jo sab se zada log forex men kerty hein in ki wjaa se forex men log boht loss kerty hein or log fail ho jaty hein proper planning and low leverage se ap boht best work ker paty hein ye her type k traders k liy zroori hei k proper planing k sath kam kerna hai
                        • #13 Collapse

                          without experience success mumkin he nahi ha experience kamyabi k liye must ha demo par kaam karke he trader ess business me apne liye acha experience bana sakta hai,esme trader ko apne liye mehnat karke he market me chalna chahiye,esme trader jetna acha skill banale uske liye utna he zyada use karna chaiye
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                            Dear friends.
                            Kabhi bhi baghair experience ky trade mein entry na kerein. Sab pehly forex ka knowledge hasil kerein. Aur phir us per achi practice kerein. Jab ap ko acha experience hasil ho tab trade mein entry kerein ta ky ap ko loss na ho.
                            mery bhai bina experience forex krna bekaar hai apko loss k siwa kuch nai milna so ap ko chahye k ap ziada se ziada learning hasil kren or sath sath demo par trading kren taky k ap k pass experience gain hota rahy tab ja kar ap is qabil hoty hain k ap live account par kaam kr saken.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex with out experience ap ko loss e day skta hay maximum times to apko yehi ho ga k ap loss e main hon gy kabhi by chance ap profit kama skty hain lekin ye hay k with out knowledge and experience ap ko start karna nai chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X