Ziyada voletile market may trade karni chahiye ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada voletile market may trade karni chahiye ya nahi?
    Dear members Forex market ak aesa market hay jis par buhot sari chezoon ka asar hota hay jesay k political instabelity, trade war, economic crisis, news etc or isi wja se market voletile ho jata hay or market may price changing may kafi teezi aa jati hay, aisi market may agar kisi ne sahi simat may trade lagai hogi tu usko kafi faida hoga or agar trade ghalat simat may hogi tu kafi nuqsan hoga. May newbies ko yi mashwara donga k wo voletile market may hargiz trade na karay.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jahaan tek mera khayaal hay yeh depend kerta hay market ki conditions per ager market definte trendmain hay tab bhi aap entry ley ker achi earning ker sektay ahin or ager market aik specific area main range ker rehi hay tab bhi entry lee jaa sekti hay lekin aksar market abnormal hoti hay aisi conditions main iss ko na hi cherain to behtr hay aap kay liye.
    • #3 Collapse

      New traders ko bilkul b market ki tezi k doran trade nahin karna chahye. Jab thora sa experience ho jaye to phir tezi k doran lazmi trade karen Q k jab market ki samajh aa jaye to tezi k doran kafi profit hota hai. Mera to dil karta hai k market men har waqt tezi rahy is se trade karny ka maza ata hai
      • #4 Collapse

        dear aiik bat to such hai k hamain jo b profit milta hai wo ham ko market movement se milta hai per is se yah murad nahe hai k ham heavy movement main trade lagain. q k aisa karny main ham market main capture ho sakty hai. is lai mery khyal main bahter ham k ham market main us time enter ho jab market uchal kood kam se kam ho. or market iak he direction main ja rahe ho. to hamain order lgany chahain. or khas kar agr hamary pass capital small hai to kabi b heavy movement main ham ko enter nahe hona chahin.
        • #5 Collapse

          assalam o alikum dear brother volatile zayada ho ya kam ap ko agar is k bary me experience he to ap ye kam kar sakty he or agar ap ko experience nai he to ap ap apny se kisi senior se help le katy he or agar ap ye bhi nai kar sakty to ap ko demo account isi liye diya gya he ta k ap us par achi tarah practice kary or phir real account par trading kary.
          • #6 Collapse

            ager market voilate hai to hamain es mien trade na open kerni chahye q k us waqt ager hum trade open kerty hien to ho sakta hai k market hamary opposite jaye or hamain profit milny k bajaye loss bee ho jaye.
            • #7 Collapse

              volatile markit main price ki movement vigorously oar unpredictabaly hoti hain is liya maray khyaal main is main trade kerna k liya 3 chezain to bahot important hain 1)ap ka bonus is kabil ho k ap markit k up and down ko berdash ker jayain 2)markit main ap ki nazer ho 3)ap jis peir per trade ker rahain hain us k baray main jantain hoon pher ap is main trade ker saktain hain
              • #8 Collapse

                bhai apki bat sahi hai forex trading main kamyab hony k liye hmain market ko achi traha se use krna chhahye jub apko market voltile main milti hai tu market main boht tezi hoti hai jis ki wajh se hmin loss bhi itni he taizi se hota hai ayse main apni trading ko achi trha se or ahtiyat k sath karna chahye ta k hmin loss na ho apni trading se
                • #9 Collapse

                  Agar aap samajh rahe hai aur aap market Ko Awaz kar rahe hain aur Market Mein Zyada movement ho rahi hai to aap ko chahiye ke thoda sa Bate Karle market ko stable Hoon Main Zyada time nahi lagta hai Jab Apne original. Ki taraf level Tak Wapas aa Jayegi to oppose time market Mein investment kar sakte hai market ko proper time de sakte hain Itna Jyada Aap Yahan Par market ko time data Jayenge aap itna Jyada earning Kar Jayenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada voletile market may trade karni chahiye ya nahi?

                    forex market jab voletile ho to hamy is main kam karny ka risk nahi lena chahey hum is main investment be kar sakty hain hum is main trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai usa jasy bary bary mumalik involve hain agar hum is main tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziyada voletile market may trade karni chahiye ya nahi?

                      tamam senior members ne thek kaha k tajarbay se volatile market me achi karkardagi dikhai ja sakti ha. Volatile markets me agarchay k risk ziada hota ha magar us pe anay wala return bhe kafi acha hota ha. Thori si planning aur pips ki achi samajh bojh se ap kafi frofit hasil kar saktay han.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziyada voletile market may trade karni chahiye ya nahi?

                        forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X