Minimum risk fector is must for safety

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Minimum risk fector is must for safety
    Ham apne acount men jitna risk fector ko kam rakhen ge ham utna hi better trade le saken ge so hamen apne acount ki better management krna hogi aur apne acount men risk fector ko kam se kam rakhna hoga
    Hamen chahiye k ham apne acount pe trading k liye apne whole balance ka only one percent risk fector rakh kr lot size ko calculate krna chahiye ta k ham apne acount ko safe rakhte huye trading kr saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well aap ne bahot hi achi suggestions di hain agar ham apne account k whole balance ka only one percent risk ratio se kaam krte hain to ham apne account ko kafi had tak safe rakh pate hain aur hamara account kabhi bhi wash nhi hota hai
    Aur agar ham apne account pe risk fector ko ziada rakhen ge aur hamen loss ho gia to phor ham uss loss ko recover bhi nhi lr saken ge
    • #3 Collapse

      Forex trading main profit kamane ke liye aapko thoda both to risk Lena Hi padta hai Kyunki Agar Ishq Na liya Jaye to kirane ki dukan mein bhi munafa nahi hota isliye shirwadkar a aur experience ke saath trade kare Aap Ka Suroor Hoon aap ka hoga
      • #4 Collapse

        Yes dear forex ma agr ap ko kam krna ha tu minimum risk pr trading krni chaya aur ziada trading pr risk zisda hota ha jis se ap loss ma ho skta ha
        • #5 Collapse

          log ye nahi sochty k agar hum kam profit kamaye gy to humara account safe rahy ga wo sirf ye sochty hain k hum high lot size laga kar aik hi jaga par acha khasa profit earn kary gy. lekin is sy humara account wash ho jata hai.
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            aslam o alaikum bhai jan risk to kai kisim ke hote hen ap khud dekhen ham jab trading karte hen to ham us me bhi risk lete hen aor hamen chahye ke ham is riski bissnuss ko bhi achi tarhan se kam karen aor earning karen
            • #7 Collapse

              Gee bhai ap ney achi advice di hey. Jeb bhi koi trade lagai jati hey to us per risk hota hey loss main jany ka. Yeh ab her trader per hey woh kaisy is risk ko minimize kerta hey. Perfect analysis ker key. Choti lot size laga ker ya stop koss use ker key. Leken her sorat humain apni capital amount ko bachana chaey.
              • #8 Collapse

                forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apni trading main risk ak factor kam kar k aghr trading kar skty hain ;aken es k liye hmain apna k nowledge gain akrna chahye or acha trading expiernce gain akrna chahye ta k hmain apni trading se loss na ho or hum apni trading ko profitable ban skaun
                • #9 Collapse

                  Market Mein apko Apne account ko sports karna hota hai aapko respecter Koi Yahan Par control mein rakh Na Hota Hai Jyada Se Jyada management Kar Na Hoti Hai Apne account course table rakhne ke liye agar aap ko Apne account se achchi wali trading karna hai to aap ko Pehle lot size ko calculate kar lena chahiye Kitna accha sobisco calculate Karenge Aap Ko Itna Ziada Kiya profit Hoga nuksaan kaam Hoga aapko accha kaam ho jayega
                  • #10 Collapse

                    G han dear agar ap forex mein work kar rhy hein to risk factor say work karna bohat he zarori ha is liye safety kay liye ap market mein ap kam lot size use kareen to ap bohat he achi trading or risk free kar sakty hein is liye traidng hamesha risk factor say karna safety k sath karna bohat he zarori ha
                    • #11 Collapse

                      g bhai bat to apki sahi hay.mager yaha trader ko jitna bi bonus milta ha.us ki yahi souch hoti ha.kay wo is bonus say is business main buhat sa profit hasil kr lay.bat ya ha.or isi koshish main buhat saray user ka account hi wash ho jata ha.kue kay unki trade unkay capitall say bari hoti ha.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Aslamoalikum dears friends.....
                        yes dears friends mn ap ki bt sy agree hon bilkulforex trading main ham risk factor ko jetna minimum rakhen gay utna zayada arsay tak survive kar sakain gay q keh risk factor kam hoga to hamain profit to kam hoga but loss k chances bhi kam hon gay aur loss hoga to kam hoga aur continue rahen gay but loss factor zayada hoga to loss anay par hamara account wash ho jaay ga aur forex say out ho jaain gay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X