Types of currencies in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of currencies in forex trading
    AOA respected friends good morning
    Forex trading m 3 types currencies hain
    1. Majores
    2. Crosses
    3. Exotic
    Is post pr m Ap se major currencies ko brief karoo ga
    Seven majors currencies hain aur ye high liquidity hain aur zaida tr traded in pr he play karty hain
    EUR /USD euro / us dollar
    GBP /USD. British pound /us dollar
    AUD/ USD Australian dollar /US dollar
    NZD./ USD. Newzeland dollar /US dollar
    USD /CHF US dollar / France
    USD /CAD US dollar/ canadian Dollar
    USD /JPY US dollar / yen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good brother aap ne major crunnceis k bare men bahot hi acha idea dia hai aur aap me kafi explain k sath major crunnceis k bare men knowledge share kia hai
    Major cruncceis k elawa bhi hamen naqi pairs k bare men bhi knowledge hona bahot zaruri hai hamen forex crosses ka bhbhi pta hona chahiye
    Hamen aik dafa apne mt4 ko achi tarah se chek kr llena chahiye k ham mt4 pe kin pairs aur metel wagaira pe trading kr sakte hain
    • #3 Collapse

      Brother ap ney aik achi aor informative post share ki hey. Ziada ter trade jo trader currencies main kerty hain woh major currencies main hi kerty hain keon keh is main movement aik smooth andaz main hoti hey jisky wajhan se tradeing main faida hota hey.
      • #4 Collapse

        BHai ap ny achi information d hai currency pair k brY mn apr bhut briefly aor deeply baty hai lakin mery khyl mn jin pair mn usd involve hot hi un ko major currency pair kaha jata hai ya bahut asan treqa hai kisi bhe pair ko smjhny k liy
        • #5 Collapse

          Trading karny wali currency ke bahat si qismein hein kuch major kuch minor aur kuch ko crosses currency ka nam dia gia hai major currency wo hoti hai jis main sb se zaida business hota hai aur un ki daily movement bhi bhtr hoti hai wo har lehaz se perfect trading currency hoti hein
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
            AOA respected friends good morning
            Forex trading m 3 types currencies hain
            1. Majores
            2. Crosses
            3. Exotic
            Is post pr m Ap se major currencies ko brief karoo ga
            Seven majors currencies hain aur ye high liquidity hain aur zaida tr traded in pr he play karty hain
            EUR /USD euro / us dollar
            GBP /USD. British pound /us dollar
            AUD/ USD Australian dollar /US dollar
            NZD./ USD. Newzeland dollar /US dollar
            USD /CHF US dollar / France
            USD /CAD US dollar/ canadian Dollar
            USD /JPY US dollar / yen
            Assalamo allaikum thank you so much for such a nice information. Mujhe aye hoye is field May almost 3 months hogai hain but mujhe is bat ka pta nhi tha apki post say ye maloom hua k kitny types ki currency pairs hoty hain ar Kia Kia hain.
            Please ye baki Do b bata day k wo kon kon si hai.
            Thank you

            اب آن لائن

            Working...
            X